Hyderabadi black chanay

#Joy yeh recipe mujhay mere nani jaan nay sikhai thi alhamdulillah Mein jub bhi yeh cholay banai sub ko bohot pasand I or subki tareef samaiti mashallah Allah mere ammi or nani ko jannat naseeb karay ameen
Hyderabadi black chanay
#Joy yeh recipe mujhay mere nani jaan nay sikhai thi alhamdulillah Mein jub bhi yeh cholay banai sub ko bohot pasand I or subki tareef samaiti mashallah Allah mere ammi or nani ko jannat naseeb karay ameen
Steps
- 1
Sub say pehlay chanay boil kar lijia or Pani itna dalia usi mein Pani khushk ho jay namak bhi dal lijia boil kartay waqt
- 2
Oil garam kijiA us mein bagar ke liye ek pyaz bilkul light brown kijia ab us Mein zeta Jo baghar ka hai wo or curry patta daal ke kar karai ab ek bowl Mein zeta dhanya Jo cuta hua sa ho barrk na ho wo dalay kuti mirch dalay namak dal ke baghar Mein doran dal dijia jaisay hi dalay for an apko masala jalnay ni daina imli ka peste dal dijia usi mein masala bhonay ga
- 3
Ab imli ka paste dal ke sath hi big wali green chili dal dijia masala khushk honay kahay to bareek karay timatar daal dijia or sath hi dahi bhi daal dijia or masala achay say bhon lijia Jub masala bhon jay to is mein cholay dal ke mix kijiA dhanya or Green chilli daal ke garnished kijiA mazeedaar cholay ready hau
- 4
Dua Mein yad rakhia yeh mere Ghar konday ki niyaz thi is liye 2 kg ka banayA app agar Kam banai to contity achi kar lijia ga namak mirch or dhanya zeera ki jazakallah
Similar Recipes
More Recipes
-

Sudipa Gope
-

Fried Chicken in Panko Breadcrumbs
Xavier Seror
-

Karuna Naveen Chandwani
-

Mad Cook
-

Sudipa Gope
-

1 Ingredient Watermelon Sorbet
Rumana Irfan
-

Quick Sprout Salad Masala Rice
Bina Anjaria
-

Archana Agrawal
-

French Toast Spiced Rum Pound Cake Breakfast
Crock Pot Girl 🤡
-

Buffalo Chicken 🐔 Corn 🌽 Tortilla Bake
Crock Pot Girl 🤡
-

LizzieVO
-

Maggie Conlon
-

🧑🏽🍳🧑🏼🍳Thai Khao Tom Goong • Thai Rice Soup with Prawn |ThaiChef Food
ThaiChef food by chef Peach
-

Shamila Ali
-

Nargis shaikh Shaukat
-

Amna Faisal
-

Crock Pot Girl 🤡
-

Mrs. Rashid
-

Zainab’s kitchen❤️
-

Mrs. Rashid
-

Niharika Dalsania
-

Marium Wasim
-

Shakshuka with Shrimp and Mussels
Daddy Got Well









Comments (4)