Gajar Ka Halwa

Chef_From_Uae.
Chef_From_Uae. @BornToCookGoodFood
Uae. Dubai

Asslam o alykum
mazydar gajar ka halwa 🤩
Mery husband gajrela intyhai shoq se khaty hyn aur me gajjar ka halwa ☺️ dono ko alag alag items pasnd hyn. Lekin is bar meny socha sab ko gajjar ka halwa hi khilati hun 😂 but mjhy pata hai gajar jaty jaty apna gajrela banwa k jaygi 😂let’s see Gar bnya to share bhi karngi 🥰

Read more
Edit recipe
See report
Share

Ingredients

  1. 2 kgcarrots
  2. 2 kgfresh milk
  3. 1 cupdesi ghee
  4. 2 cupssugar
  5. 4-5green cardamom
  6. 2 cupskhoya
  7. 1/2 cupdry-fruit (chopped)

Cooking Instructions

  1. 1

    Sab se pehly gajjar ko wash kar k grate karlyn.

  2. 2

    Phir aik pot me milk aur carrots ko dal k dhak dyn jab tak carrots me milk absorb na hojay.

  3. 3

    Then add sugar cardmom and ghee. Sugar ap apny taste k hisab se adjust kar skty hyn agar gajjryn ziada methi nhn hyn to barha lyn aur agar methi hyn kam karlyn.

  4. 4

    Ab halwy ki bhonai karyn aur ghee release hony tak low flame par bhonty rhyn.

  5. 5

    Ab dry fruits and khoya add karyn aur mix kardyn.

  6. 6

    Last me uper se khoya dal k gram gram serve karyn ❤️👌🏻🫰🏻 mazydar gajjar ka halwa ready hai 😋

Reactions

Edit recipe
See report
Share

Written by

Chef_From_Uae.
Chef_From_Uae. @BornToCookGoodFood
on
Uae. Dubai
Follow me on instagramhttps://instagram.com/cheffrom_uae?igshid=s0pw7jdr59noSubscribe my youtube channelCheffrom uae
Read more

Similar Recipes