Multigrain chapati kheer

Jyoti Sonu Jaiswal
Jyoti Sonu Jaiswal @cook_8630379

#healthy junior

Bachho ko besan wagairah bilkuk bhi oasand nahi aate.. is tarah se khilaya jaye to aasani se kha lenge.

Nutrients value
Energy 68 kcal
Protein 3.6 gm
Carbohydrates 12.5 gm
Fat 1
Fiber 9 gm

Multigrain chapati kheer

#healthy junior

Bachho ko besan wagairah bilkuk bhi oasand nahi aate.. is tarah se khilaya jaye to aasani se kha lenge.

Nutrients value
Energy 68 kcal
Protein 3.6 gm
Carbohydrates 12.5 gm
Fat 1
Fiber 9 gm

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

10 minutes
2 servings
  1. 2 spoonwheat flour (optional)
  2. 2 spoongram flour
  3. 2 spoonyellow makke ki aata
  4. 2 spoonjau ka aata
  5. 1 spoonsinghada ka aata
  6. 250 gmMilk
  7. 20 gmDry fruits
  8. 2 tspHoney

Cooking Instructions

10 minutes
  1. 1

    First milk ko boil ke liye rakh de

  2. 2

    Ab sbhi grains ko mix kar ke chapati ka dough bana le... Aur chapati bana le thoda jyada senke..

  3. 3

    Chapati dekhne me ajib lg skti hai kyuki usme makke ki bhi aata hai

  4. 4

    Ab sbhi chapatiyo ko cut kar le

  5. 5

    Ab chapatiyo ko boil milk me dale 5 minut boil karein ahr dry fruits dale.. aur achhi tarah se paka le..

  6. 6

    Gas off karke honey add karein.. aur bowl me dry fruits ke sath serve karein

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Jyoti Sonu Jaiswal
Jyoti Sonu Jaiswal @cook_8630379
on

Comments

Similar Recipes