Falafel (Ramadan ki tiyari)

Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290

#ambassador
#crl
Falafel aksar main bahir sy lein k khati thi mujhay bht pasand hain bht dil karta tha ghar banon phir ek din meray hubby ny mujhay sikhaye iss main apna desi tuch bhi deya bht lazeez banaiy 😋👍

Falafel (Ramadan ki tiyari)

#ambassador
#crl
Falafel aksar main bahir sy lein k khati thi mujhay bht pasand hain bht dil karta tha ghar banon phir ek din meray hubby ny mujhay sikhaye iss main apna desi tuch bhi deya bht lazeez banaiy 😋👍

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

35 minutes
4 people
  1. 1/2 kgchanay
  2. 1 tbspred chilli powder
  3. 1 tbspghar ki bani hoi green chutney
  4. 1 tspzeera powder
  5. 1 tspdhaniya powder
  6. 1 tspajwain
  7. 2 tbsptill
  8. 1/2 tspbaking powder
  9. 1chota sa piyaz
  10. 2hari mirch thora sa hara dhaniya

Cooking Instructions

35 minutes
  1. 1

    Sab sy pehlay 10,12 hrs 1, tsp meetha soda dal k bhigo dain
    Phir chanon main piyaz,hari mirch n dhaniya dal k chop kar lain.n saray ingredients dal dain.

  2. 2

    Saray ingredients dal k achi tarah mix kar lain n gol tikkiyan bana lain.

  3. 3

    Ziyada bana k kuch plate main plastic laga k tikkiyan rakhay n phir uoper plastik dein k freez kar lai frrez ho jayin to kisi daby main ya plastic main rakh lain jab fri karna ho to oil garam kar k halki flame py golden fry karain sath sath chamach sy hilati rahain.

  4. 4

    SERVE
    iftari main banayin chai k sath banayin bht hi mazaydar Falafil ready.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290
on

Comments (8)

Sadaf Siddiqui
Sadaf Siddiqui @sadaf2009
fry hotey time bikhar to nhi jayengey oil mai???

Similar Recipes