Mong masoor daal

Sadia Asif
Sadia Asif @cook_19793301

#happybirthdaycookpad
Mazay ki hoti hao aur sehat ky lehaz sy bhi buht achi hai chawal aur roti dono ky saath mazay ki lagti hai

Mong masoor daal

#happybirthdaycookpad
Mazay ki hoti hao aur sehat ky lehaz sy bhi buht achi hai chawal aur roti dono ky saath mazay ki lagti hai

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1/2 hour
5 to 6 servings
  1. 1/2 cupmoong daal
  2. 1/2 cupmasoor daal
  3. 1 tspred chilli powder
  4. 1/2 tspkutti lal mirch
  5. 1 tsphaldee
  6. 1 tspcurry powder
  7. 1 tspGinger garlic paste
  8. 1tamator chopped
  9. to tasteSalt
  10. For tarka
  11. 1/2 tspzeera
  12. 4sabut lal mirch
  13. 4green chilli
  14. 1onion tali hoi
  15. 4 tbsoil/ghee

Cooking Instructions

1/2 hour
  1. 1

    Sab say pehly dono dalon ko mila lain aur pani sy dho lain aur 3 cup paani dalain aur masalay dalain

  2. 2

    Abb ginger garlic paste tamator aur salt dal ky pakny ky liye rakh dain

  3. 3

    Jab daal gal jaye tu hand beater su thora sa mix karain daal yak jaan ho jaye ager pani need hai tu phir pani dalain

  4. 4

    Daal tayyar hai

  5. 5

    Abb tarka tayyar karain pan main oil ya ghee dal ky garamkarain is main sabut lal mirch green chilli aur zeera dalain

  6. 6

    Abb tali hoi pyaz dalain aur furan flame sy hata dain ky pyaz kali na ho jaye abb daal main dal ky tarka dain

  7. 7

    Abb roti sy ya chawal sy serve karain

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Sadia Asif
Sadia Asif @cook_19793301
on

Similar Recipes