Masala kalajii

#joy....bht e jhat paht tyar ho jati hai your kaljii ki story kuch asy hai ke mri frst pregnancy main dr na bola is ko kachii paki kaljiii deni hai kiu ke ya blood ka HB ziada krna main bht achi hai tb to m khati ni the bilkul your jab naa krti to ami ko bulana ki dhmki miltii😜phr mujy hubby na ya bana ka de jo mujy bht pasnd ai tb s main ya e banatii

Steps
- 1
Sb sa pehle kaljii ko achy sa wash kryn aur 1 Tbsp lehsan pani mein dalyn aur kalji ko dip kr Dein
- 2
Phr oil garam kryn aur pyaz add kryn sAth he garam masala add kryn pyaz ko thora golden kar lein aur kaljii add kryn aur bhunai kryn 2 mint color change ho jaye
- 3
Phr tamtor green chilies aur dahi....dry masala add kryn salt ko chor ke aur 2 mint bhoun lein
- 4
Phr half cup pani add kryn aur 8 mint cover kr Dein aur 8 mint check kryn kaljiii tyar aur over cook mat kryn kalji phr sakht ho jati hai aur salt add kryn
- 5
Serve kryn green chilies aur adark sath garnish kar lein
Similar Recipes
More Recipes
-

Jigisha Modi
-

Supriya Devkar
-

Shilpa Shah
-

Ruchi Agarwal
-

Jigisha Modi
-

pinal Patel
-

Sangita Vyas
-

Simran Ridhima
-

Vidyutaa Kashyap
-

sjs2020
-

Food wishes
-

Minda
-

Grace Fu
-

Perfect lunch idea to bring to work 😃
kenza lazrak
-

Cheese Stuffed Zucchini in Tomato Broth
Blanca Chavez
-

Jibita Khanna
-

Naznin Shahabuddin Modasiya
-

Richard Scott Cunningham
-

carrie
-

sjs2020
-

reanna lucas
-

Spoonful Passion

Comments