Spicy red chutney

Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627

Ye chutney bht spicy hoty hai dahi baray ya snacks Ke sath serve ki jaty hai.jo log spicy pasand kartay hai wo snaks Ke sath yahi chutney pasand kartay hain.
#ambassador

Spicy red chutney

Ye chutney bht spicy hoty hai dahi baray ya snacks Ke sath serve ki jaty hai.jo log spicy pasand kartay hai wo snaks Ke sath yahi chutney pasand kartay hain.
#ambassador

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 12adad sabut lal mirch
  2. 10joway lehsan
  3. 2 inchka tukra adrak
  4. 1tesp zeera
  5. 1tesp sabut dhania
  6. 1/2tesp namak
  7. 1tesp lal mirch powder

Cooking Instructions

  1. 1

    Sabut mirch ko pani mein bhido dein takay soft ho jay

  2. 2

    Pan mein oil dal kar adrak aur lehsan ko halka sa fry karen phir mirch zeera aur dhania dalen aur halka sa chamch chala kar flame off kar dein

  3. 3

    Is mixture ko grind kar lain.smooth ho jay to dobara pan mein 1 tbsp oil gram kar Ke mixture dalen namak aur pisy mirch dal kar 2,3 mint bhoon lain.chutney tayyar hai.airtight jar mein mehfooz kar lain.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627
on

Similar Recipes