Gajer ka Halwa.#
Steps
- 1
Sab sy pehly gajer ko cheel ke kaddu kash kar ke uss main Elaichi dal ke achay tarah boil kar lain ke achay sy gal jaye
- 2
Jab gajer gal jaye to uss main cheeni dal ke thora aur paka lain takay cheeni bhi achi tarah gajer main pak jaye.#
- 3
Gajer main pani khushk ho jaye to uss main khoya hai to wo dal ke halki aanch py 5,10mint dam de dain agar khoya nahi hai to sookha doodh daal ke 15, mint halki aanch py paha lain sookha doodh hi khoye ki tarah ho jaye ga dubai khoya nahi milta issliye mainy sookha doodh dala.
- 4
15, mint baad dekh lain sookha doodh pak geya hai to ussay mix kar lain.and jitnay maway dalnay hain dal ke mix kar lain.
- 5
Aur kisi bhi dish main nikal ke garnish kar lain. Halwa ready hai.😋😋😋 ye pic pakistani gajer ke halway kihai jo kabhi kismat sy dubai main milti hai.dubai ki gajer orange colour ki hai😜😊
Similar Recipes
More Recipes
-

Jigisha Modi
-

Supriya Devkar
-

Shilpa Shah
-

Ruchi Agarwal
-

Jigisha Modi
-

pinal Patel
-

Sangita Vyas
-

Simran Ridhima
-

Vidyutaa Kashyap
-

crissy3622 -

Chef Nena
-

Elyse Rose
-

Vaishali Jindal -

Jyoti Harisinghani
-

Neelam Gupta
-

Vaishali Jindal -

Sarbjeet Vinayak
-

Sahaj Kamboj
-

mimis_bites
-

AriFa Iqbal
-

Sonia Narang
-

ummu haneefa's Kitchen















Comments