Beef Nihari

#desimeal
Jab dil chahe mazedar nihari khane ko tu zehen main karachi ki famous Nihari jesay zahid nihari , mazedar nihari jawed nihari ki yaad a jati hai lekin kabhi aisa hota hai ke banda ghar sy bahir ja ke nahi kha pata tu aise main ap khud achi nihari banani zaror seekhein tu janab hazir hai mere style ki nihari bana kar dekhein InshaAllah zaror pasund ae gi
Beef Nihari
#desimeal
Jab dil chahe mazedar nihari khane ko tu zehen main karachi ki famous Nihari jesay zahid nihari , mazedar nihari jawed nihari ki yaad a jati hai lekin kabhi aisa hota hai ke banda ghar sy bahir ja ke nahi kha pata tu aise main ap khud achi nihari banani zaror seekhein tu janab hazir hai mere style ki nihari bana kar dekhein InshaAllah zaror pasund ae gi
Steps
- 1
Sub sy pehle sare sabit masale teez patta, badiyan ka phool, sonf, sonth, safeed elachi ko bareek pees lein aub is main red chilli powder, coriander powder, salt,kashmiri lal mirch, jayefal jaweti powder garam masala powder mix kar lein ye nihari ka masala ready hai side kar dein
- 2
Aub oil garam krein aur gosht add kar ke bhone jab tak ke gosht ka colour change na ho jaye
- 3
Aub ginger garlic paste add krein aur bhone 5 min tak
- 4
5 min ke baad gosht main jo nahari masala ready kiya tha wo add kar dein aur thora thora pani dal kar bhon lein
- 5
Jab gosht ache sy bhon jaye aur oil alag ho jaye aur Khushbo and lage tu 5 glass pani dal kar slow flame par 2 hour ke liye pakne ke liye chor dein
- 6
2 hour ke baad jab gosht gal jaye tu atta pani main ghol kar nihari main mix kar dein aur mazeed 20 min dam par pakain
- 7
Aub 4 tbsp oil main 1 choti piyaz brown krein phir us main 1 tsp kashmiri red chilli dal kar ye bhagar nihari par dal dein aur 15 min ke cover kar dein aur sath hi Flem off kar dein 15 min baad cover hatain delicious nihari ready hai garam garam tandoori roti aur lemon, hari mirch, hara dhanya, adrak dal kar enjoy krein
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Afshan Tabassum know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Moonlit Rose🌹 Flavoured Doodh Poha
Bina Samir Telivala
-

Radhika Shaparia
-

Soumini Bhattacherjee
-

Seema Sharma
-

Yadnya Desai
-

Monika Jain
-

Shobha Rathod
-

pam.healy65
-

Leelumae
-

🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Ruby33
-

sartbu
-

Umavin Samayal Ulagam
-

Pork roast with a porcini sauce Arrosto al latte con porcini 🎄
Miss Fluffy's Cooking (Angie's Italian Cooking)
-

Saima Sameer Ali
-

Areeba Saleem
-

Winter special Dry Fruits laddu
Chhaya Chouhan
-

Kausar Qureshi
-

Areeba Saleem
-

Kausar Qureshi
-

Misbah Rasheed Qureshì
-

Kripa Bhatia









Comments (2)