Beef kofta and chana pulao

#WEARETOGETHER
Kofta pulao to bht banaya uss main chany pehli dafa dalay bht mazay ka bana 😋
Beef kofta and chana pulao
#WEARETOGETHER
Kofta pulao to bht banaya uss main chany pehli dafa dalay bht mazay ka bana 😋
Steps
- 1
Sab sy phlau Qeema lain uss main ye sa ajza..👇
Lal pissi mirch, namak,zeera,sabit sokha dhaniya,
Hari mitch.hara dhaniya kata howa bhona besan. - 2
Qemmay main saray masaly dalain ek anda. lehsan adrak ka paste. Piyaz chota kata howa.
- 3
Sab cheezain qeemy main mix kar ke choper main dal ke achi tara sy chop kar lain.
- 4
Phir gol gol koftay bana ke thori dyr freezar main rakh dain.15.20 mint baad fry kar ke rakhain
- 5
Koftay fry karny ke baad chawelon ki taraf a jayin 😊
- 6
Oil garam kar ke piyaz light brown kar lain and lehsan adrak ka paste dal ke thora pakayin.
- 7
Phir tamater and hari mich dal dain and thora pakayin.
- 8
Abb iss main namak, zeera, garam masala dal ke 3,4 mint payin.
- 9
Tamater gal jayin to ubly chan and kofty dak ke 3.4, mint bhon lain.
- 10
Abb do glass chawal thy to 3, glass pani dal ke pakny dain.
- 11
Jab pani main boil a jaye to chawal dal ke 10 mint darmiyani aach par paknay dain.
- 12
Abb 10 mint baad dekhain pani sookh geya hai to chawelon ko halki aanch par 20 sy 25 mint dam dy dain.
- 13
Kofta chana pulao ready hai
- 14
Serve...jo raitay ke shoqeen hain raita bana ke chawelon ke sath serve karain.
Similar Recipes
More Recipes
-

Pulao with Sprouted Basmati Rice, Coconut Milk and Vegetables
Lakshmi Sridharan Ph D
-

Slow Cooker Spaghetti Bolognese
Cook1999 -

Kulsoom Bukhari
-

Sugar Snap Peas with Squash Noodles
Crock Pot Girl 🤡
-

Maeli -

Maeli -

Maeli -

Crock Pot Girl 🤡
-

Paul Rybak
-

Paul Rybak
-

Alice M
-

Bushra Mazhar
-

Natasha Nagpal
-

shalini mehta
-

sanjivini Slnk
-

Daily Cooking
-

Mss Leemah's Delicacies
-

Mitchell Achieng -

Pooja Soni
-

Rushi Khan
-

ANJALI JINDAL















Comments (6)