Shami Kabab

Shami kabab dawat kay elawa amoomy tor par bhi shoq say khay jatay hain .specially pulao kay sath ya nashtay mein parathay kay sath bht maza detay hain.aur dawat mau pulao ho to shami kay baghwr table adhoora
#cpl
#chocolate
Shami Kabab
Shami kabab dawat kay elawa amoomy tor par bhi shoq say khay jatay hain .specially pulao kay sath ya nashtay mein parathay kay sath bht maza detay hain.aur dawat mau pulao ho to shami kay baghwr table adhoora
#cpl
#chocolate
Steps
- 1
Gosht mein namak pisy lal mirch 1chota pyaz aur lehsan dal kar galnay rakh dein aur daal bhigo dein
- 2
Jab gosht half cook ho jay to chana daal mila dein aur galnay tak pakaen jab daal gal jat to aanch band kar dein aur gosht thanda honay dein
- 3
Chota pyaz chop kar lain hary mirch hara dhania kat lain aur adrak crush kar lain
- 4
Gosht ko pees lain ye sab cheezen gosht mein dalen sath hi pisa hua garam masala dalen aur aachy tarah mix kar lain
- 5
Kabab bana lain.jitny zaroorat ho fry karen baqi freeze kar lain.
Similar Recipes
More Recipes
-

Maimoonah Ismail -

Nazneen Darakhshan
-

Madhumita Bishnu
-

Pulled Pork Mexican Taco Wraps
Cooking with 𝓐𝓶𝓮𝓵𝓲𝓪
-

Grilled Lemon Pepper Salmon, Mashed Potatoes and Asparagus
Cooking with 𝓐𝓶𝓮𝓵𝓲𝓪
-

Vidyutaa Kashyap
-

Kulsoom Bukhari
-

Darshana Patel
-

Sampada Shrungarpure
-

Aunty Eiko's international cuisine experience
-

Fumie's Recipe
-

Lauren
-

Spoonful Passion
-

Cameron Smith
-

Pallavi Kesarwani
-

Asma Waheed
-

Shazi Mudabbir
-

Annah Theuri -

Cook With Aiza Mom
-

Kulsoom Ikram
-

Farwa Ali
-

Matcha and Red Bean Cupcakes with Matcha Buttercream Frosting
Nadine Schweitzer
-

Areeba Khan
-

Lubna’s Kitchen
















Comments