Dhuwan chicken biryani

Salam aj mein ap k lie bht hai asaan aur laziz biryani k recipe l kar ayi hun
Dhuwan chicken biryani
Salam aj mein ap k lie bht hai asaan aur laziz biryani k recipe l kar ayi hun
Steps
- 1
Biryani masala ko chicken mien 2 tbsp adrak lehsan paste k sath daal lein phr raho daal kar acha yeah mix Katrina air 1 ghanty k lie dehkni rahk dein
- 2
Ab Karahi mein tail daal kar garam Karin phr payaz daal kar golden brown Hony tak pakey phr is mein marinated chicken daal kar pakein
- 3
Jab chicken ka rang tabdeel ho jar to is mein Katy hue tamatar daal kar bhun lein jab tamatar aur chicken gl jaien aur masala acha trah bhun Jae tail alag ho Jae to dehka hua koyla lein us p Thora sa tail daal lein aur dhak k dhuwan dein (dhuwan deny a phly agr ap mazeed namak, mirch shamil krna chahye to kar sakti)
- 4
Ab 1 pately mein 2.5 litre pani mein garam masala,namakdaal kar ubal lein phr is mein bighoe hue Chawal daal kar 3/4th ubaal lein kb chawal ubal jaien to inka pani 1 tokri mein daal kar nithar lein aur pani 1,2 Maratha daalein aur 1 lemon nichor lain
- 5
Ab 1 degachy mein unley chawal ki thay lagien phr chicken k isi trah tamam mixture aur chawal ki they laga lein aur cover kar k dum mein rahk dein..
- 6
Dhakan utaar kar Mix kar lein aur phr koyla ka dhuwan de lein cover de kar..
Similar Recipes
More Recipes
-

Ananthi @ Crazy Cookie
-

Shobha Deshmukh
-

Sudipa Gope
-

Durreshahwar Khan
-

Falgooni Mangrola
-

Chef Mommy Nessa
-

Syaira92
-

skunkmonkey101
-

Foodtime
-

Swati Keshri 👩🍳
-

Tanushree Mandal
-

BHAWNA MISHRA
-

Warm green salad and poached egg
Shelly Zevio
-

Chandra kamdar
-

Foodtime
-

Alisha Hussain
-

Sana Tungekar
-

Rasya'n (रस्याण) a chef's Diary































Comments