Banana cake 😋👍

#choosetocook
My kitchen story
Mujhay khana banany ka bachpan sy hi shoq tha n mujhay khana banana iss liye bhi pasand tha mujhay apny hath sy khana bana kar sab ko khalany main bht koshi mliti hai kuch ammi sy seekha kuch abbu sy seekh kuch hubby sy seekha n kuch apny cookpad sy seekha umer beet gai hai khana pakatay pakaty kabhi bemar hotoi hon to phir bhi dil karta hai kuch uth k banaon bachy mujh sy jo khano ki farmaish kart mujhay unn ko bana ka khilany main bht khushi hoti .meray ghar jab bhi koi meman aye mainy kabhi bazar sy unhai mangwa kar nhi apny hath sy do teen dishes bana k khalai bht Janon ki had tak shoq hai abhi tak khana banany ka par abb himat jawab deti ja rahi hai 😜😊
#ambassador

Steps
- 1
Andon main cheeni,namak maida dalain.
- 2
Pehlay andon main cheeni, namak dal k achay sy phaint lain.pdir maida dal k achay sy phaintain n vanilla essence bhi dal k mix kar lain
- 3
Achi tarah mix karny k baad ek chotay nonstick fry pan main 1 tbsp cheni phela k dalain banana kat k adha cheeni k uper fry pan main phela k rakh dain. uss k baad aadha mixture dalain
- 4
Mixture dal k halki aanch par 4,5 mint pakain, ek side sy pak jaye to plate uper rak k ulta k dosri side sy bhi pakain.
- 5
Iss tarah 2 cake bana k uper banana sy garnish kar lain. banana rakhnay k baad ouper thori pissi hoi cheeni chirak dain.
- 6
SERVE
Garnish kar serve karain.😋👍 - 7
Similar Recipes
More Recipes
-

Swati Sheth
-

pinal Patel
-

Baingan Ki Kadhi (Eggplant in Yogurt Sauce)
Bethica Das
-

Beena Radia
-

Laju Gehani
-

Plastic Chutney (Bengali Raw Papaya Chutney)
Deepa Rupani
-

Bethica Das
-

Christina T
-

Nichole
-

Ribollita (Italian Vegetable Soup) 🇮🇹
Chris Gan
-

Crock Pot Girl 🤡
-

Lena Chen
-

Baked Quail Breasts on Bed of Rice and Broccoli
Deborah Jay
-

Simita Kumari
-

Simriti Shah
-

Shruti Singh
-

Subha Suresh
-

Iqra Farrukh
-

Umme Yousuf
-

Umme Yousuf
-

Anila Rizwan
-

Ranjana Gupta
-

Mariam Azeem (Umme Sarim)

Comments (5)