Steps
- 1
Sabse pehleek atta ma 1 tsp oil aur half small tsp salt Mila da. Inha acchi tarah milaeya aur panni ki help sa naram atta gutha la. Gutha hua atta ko half' and hour ka liya dhak kar rack digiya
- 2
Gobhi ka patta hata kar gobhi ka bade tukada karke acchi tarah dho ligiya. Dhona ka baad in tukado ko kadukas kar la. Aap issa food processor ki help sa bhi barika chura bana sakta ha.
- 3
Gas par kadhai rakh kar isma 1 tsp oil daal kar garam ligiya oil garam hona ka baad usma geera daal kar bhuna ligiya green chilli aur dhaniya powder daal digiya. Aur ab isma gobhi ka chura,red chilli powder,garam masala,ginger,salt aur Coriander leaves daal kar mila digiya. 2 minutes Tak chalate rahiya. Ab gobhi ka chura ko dhanda hona ka liya rakha digiya. Dandha hon ka baad gobhi ki pitthi loi partha ma bharna ka liya taiyar ha.
- 4
Atta ki loi todhiya aur karib 4 inch bayas ma bela ligiya.1 big tsp gobhi us par rakhiya ussa choro jagha sa modha kar banda kar digiya.ab is patthi bhari huai loi ko hatalhi ki help sa badha kar la (agar aap assa nahi karenga tho balta time aapke partha fat sakta ha). Ab balan ki help sa 6 or 7 inch bayas ma pratha bela ligiya bela hua partha ko taba ya pan par daal kar dono taraph sa oil lagakar sakiya. Is tarah sa Sara partha bana ligiya
- 5
Aapke gobhi ka partha taiyar ha garam-garam gobhi ka partha,aaloo ki sabji,dahi,chutney aur butter ka satha parosiya aur khaiya........
Similar Recipes
More Recipes
-

Pragati Hakim
-

Dal Khichdi (One Pot Healthy Meal 🥘)
Alka Bhandari
-

Aunty Eiko's international cuisine experience
-

Adrak - Pudina Chai --- Indian Ginger - Mint Tea, A Wellness Drink In Monsoon
Bina Samir Telivala
-

Hiroko Liston
-

Hiroko Liston
-

Hiroko Liston
-

Ryan
-

ifuchi
-

Lemon Pepper Roasted Asparagus
StephieCanCook
-

Layla (lulu)
-

Heena Baxani Rakhwani
-

Reena Verbey
-

Spinach,Garlic and chilli pickle
Uzma Khan -

Palanga besara (spinach curry)
Ashruta Panda -

Renu Verma
-

Shreya Dhiman -

Gobi chilli without food colour
Ankita Sahu
-

Kiran Kheranani
-

Tania Deb
-

पालक के बास्केट मे स्पराउट भेल
Reena Verbey












Comments