Meetha dahi bary with homemade chat masala And imli ki chutney

Meetha dahi bary with homemade chat masala And imli ki chutney
Cooking Instructions
- 1
Sub sa phly tamam. Daloon ko 2 sa ghanty soak krlian phir lehson piyaz or hari mirch oun ke sath pees lain ya to sil batty sa ya chopper MN
- 2
Ub is ke pakory bana bana kar low flame oil MN fry krn or lukewarm water MN 10 to 20 m in minutes dip kar dain
- 3
Ub ek pan MN imli ka pulp add krn os MN cheeni, kuti mirch adrak powder zeera saunf namak cheeni black pepper powder add krdainir low flame par paka in 4 sa 5 minute tyyr hai imli ki chutney
- 4
Ub ek fry pan MN 1 table spoon oil Daal kar is MN sabit laal mirch fry krn 2 sa 3 minute isy nikal lain Ub is MN baki tamam ingredients Daal kar roast krn or subko grind krlain tyyar r chaat masala
- 5
Ub assembling krn ik try MN sub sa phly dahi ik bowl MN Daal kar Os MN cheeni Daal kar achi trhn beat krn phir Os MN pani sa nikal kar hateli sa halka sa press Kar ke pani nikal or bary isi dahi MN add krn
- 6
Phir Imli ki chutney Daal dain chat masala Daal dain tyyar hai meetha dahi bary 👌🙂
Similar Recipes
-
Kathay Meethay Chat Patay Dahi Bharay Kathay Meethay Chat Patay Dahi Bharay
My most favourite recipe since childhood.With time it also get matured like me.Everyone loves this. #CookpadRamadan Uft -
-
-
-
-
Chaat pattay dahi bhallay Chaat pattay dahi bhallay
Garmiyon ke iftar ka most imp item aur bantay b mazay ke hain aur kha ke b sakoon ajata hai.#cpl #chocolate Saima Sameer Ali -
Chana chat or (Chickpeas chat) Chana chat or (Chickpeas chat)
It’s one of the healthy dish usually served in Ramadhan . It’s mouth watering and delicious to the taste . Ramadhan Mubarak to all of our muslim brothers and sisters . Shadab Nayyer -
-
Dahi baray and Chana chat🤩💕 Dahi baray and Chana chat🤩💕
Jab mood na ho kuch pakanay ka to hazir e khidmat hy dahi bary cholay.I used to freeze boil white peas and mash aue mongh ki dal k ďahi bary.😎🥳 Tehmina Hashmi -
-
-
More Recipes
Comments