مکئی کی روٹی 🫓🫓

Winter Season Mein Makkai ki Roti Sarson k Saag Sath Bohat Shouq Sy Khaie Jati hai 😋😋 Jo Mazay Daar to Hoti hai Lakin Pkana Isko Asaan bhi Nahi 😂😂 Dadi,Nani,Ammi Professional Chef thi Jo Perfect or Bina Kisi Method k Khoobsurat Roti Bana liya krti thi 😍😍 Meray Husband ko Makkai ki Roti ko Dahi,Shakar,Doodh Mein Mix kar k Khana Bohat Pasnd hai 😋😋 Maine Bhi Farmaish poori Krny k liye Apny Method sy Bnaie Roti Jo Mushkil to hai Lakin Koshish Kary Insan to Kya ho nahi Sakta 🙋🙆
مکئی کی روٹی 🫓🫓
Winter Season Mein Makkai ki Roti Sarson k Saag Sath Bohat Shouq Sy Khaie Jati hai 😋😋 Jo Mazay Daar to Hoti hai Lakin Pkana Isko Asaan bhi Nahi 😂😂 Dadi,Nani,Ammi Professional Chef thi Jo Perfect or Bina Kisi Method k Khoobsurat Roti Bana liya krti thi 😍😍 Meray Husband ko Makkai ki Roti ko Dahi,Shakar,Doodh Mein Mix kar k Khana Bohat Pasnd hai 😋😋 Maine Bhi Farmaish poori Krny k liye Apny Method sy Bnaie Roti Jo Mushkil to hai Lakin Koshish Kary Insan to Kya ho nahi Sakta 🙋🙆
Cooking Instructions
- 1
Pani ko Taiz Garam kar lein or Atta bhi Chaan lein Salt Add Kar k Halka Halka Pani Add krain or Kisi Spatula or Spoon Sy Mix krain Pani Taiz Garam honay ki Wajha sy Hath use na Krain.
- 2
Jab Mix Hojye To Kisi Sheet py Aik Shopar paper ko Side sy Cutt kar k Bicha Lein or Center mein Pera Rakh Kar Shopar ki 2sri Side sy Cover kar Dein.
- 3
Ab hath sy Halka Halka Press kar k Normal Size ki Roti Beil Lein.
- 4
Garam Taway py Ghee Brush kar lein or Roti ko Shopar sy htta kar Taway py Daal Dein.
- 5
Jab Aik Side Pkk jaye to Uss py Halka Sa Ghee lgayen or Side Change kar Dein.
- 6
Ab 2sri Side py b Ghee lagakar Pkka Lein Halka Sa Press krain k Roti Center sy Kachi na Rahy.
- 7
Cover py Rakh Kar Serve krain Enjoy Winters Special Makkai ki Roti 😍😍
- 8
Mix Dahi or Shakar
Similar Recipes
-
Pickle Spread Chapatti Pickle Spread Chapatti
Chapatti with any combo is a favorite for all. Here I've spread some pickle gravy ,rolled and fried as regular. This is perfect to carry during travel.#goldenapron#post23 Jayanthy Asokan -
Kofte fried rice. Kofte fried rice.
#eidkaypakwan.Mere Miya ki innovation hai kiu k un ko sauce rice k sth nahi pasand, islie unhone kofte add karwadie tha k khane ma maza aye 👍😋 Safa Anis -
-
Machli ka salan Machli ka salan
Myri ami ki recipe hy onho ny kahan sy seekhi ye tu nahi pata per myny on sy seekhi hy#cookpadramadan aneeqA Saleem -
Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo
#HappybirthdaycookpadAbb tak jab bhi kheer banai to eid par ya memanon ki dawet par ya ghar walon ki farmaesh par meray hubby ko meetha bht pasand hai to halwa bhi kabhi kabhi banati hon chocolate bhi pasand hai. cookpad ki birthday ke moqa par ye recipe ready ki cake to ma sha Alla sab bana letay hain. Naila Asif -
Chawlon ki kheer Chawlon ki kheer
#PAKISTANKAMEETHA ...pakistan ke meethon mein ek name kheer ka bhi hai jo hamaray ghar aksar eid ke din banti ya kisi ki dawat karny par banti ..abb to farmayesh par banti hai..kheer main hamaish nido doodh ki banati hon sada si bht achi banti hai.. Naila Asif -
Vermicelli chicken cheese kbab Vermicelli chicken cheese kbab
This recipe is very different because vermicelli to log as a sweet use karty hein but mein ny in ko namkeen food mein bhe use kia yeah kbab khany mein bohat mazy k hoty hein crispy and yummy #ramdan ki shaan#cook with huma contest#cookpad pakistan Amna Atiq (Professional Chef) -
Jhat pat mithi siwaiyain Jhat pat mithi siwaiyain
#6weekchallengebuhat hi simple recipe hai ye aur meri buhat hi favorite bhi .jab bhi late-night mitha khane ka mera Dill karta hai to ye banati hoon. Is recipe ko zaroor try karain. Haya Ali -
Chicken achari pizza Chicken achari pizza
Bbq piza to sab khaty hein but achari pizza bohat mazy ka hota hy or essy recipe bhe hy for biggners jin ko baking ka shok hy or yeah oven k elava pately mein bhe bake ho sakta hy #iftar with huma contest#iftaritime#cookpad pakistan Amna Atiq (Professional Chef) -
Spicy chana Chaat Spicy chana Chaat
My Ammi recipe or yeh mein un se seakhi buhat Chaat patay banti hai ... #RamdanSpecial #Humacookpaad Ammara Chaudhary -
Mix Vegetables...pakora Mix Vegetables...pakora
#SabziAalu piyaz ke pakoray to banty rehtay hain aaj mainy 1st tym band gobi and aalu gajer ke pakora banaye bht tasty banay aap bhi zaror try karain. tandor ki roti salad ya aisy hi chutney and ketchup sy bhi kaha saktay hain. Naila Asif -
More Recipes
Comments (8)