Mooli bhary parathy

Wajiha Zafar
Wajiha Zafar @dehlikazaiqa

Mooli ke parathy my ny first time apny husband ki farmaish par banay.but mjhy aur unhy kch khas nahi lagy.bus y lag raha tha k namak mirch piyaz ke parathy kha rahyn hyn.

Mooli bhary parathy

Mooli ke parathy my ny first time apny husband ki farmaish par banay.but mjhy aur unhy kch khas nahi lagy.bus y lag raha tha k namak mirch piyaz ke parathy kha rahyn hyn.

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1/2 hour
3-4 serving
  1. 1big Mooli
  2. 1 tspsalt
  3. 1 tbspcrushed red chili powder
  4. 1 tspzeerah powder
  5. 1/2 tspgaram masalah powder
  6. 1big onion
  7. 3-4green chillies
  8. 1/4 cuphara dhanya
  9. 1 cupwhite aata
  10. 1 cupmydah
  11. 1 tspsalt
  12. 2 tbspghee
  13. Ghee for frying

Cooking Instructions

1/2 hour
  1. 1

    Mooli ki kadikush kar lyn aur salt dal kar kuch dyr chordyn ke Mooli ka pani nikal jaye.

  2. 2

    Ab is ko achi tarah nichor kyn

  3. 3

    Ab all spices aur onion,hara dhanya aur chopped hari mirchyn dal kar mix krlyn.

  4. 4

    Aaty mein mydah salt aur ghee dal kar goondh lyn aur pyry banalyn

  5. 5

    Ab ak roti bayl kar us par fiiling rakhyn aur dosri roti bayl kar us ko cover krlyn

  6. 6

    Ab garam tawy par ghee dal kar senk lyn. dahi ke raity aur achar chutni ke sath serve karyn.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Wajiha Zafar
Wajiha Zafar @dehlikazaiqa
on

Similar Recipes