Left over lapsi cake

Naina Bhojak
Naina Bhojak @cook_8660743
Anjar India.

#Leftover
lapsi gujju"s famous sweet dish hain ye authentic sweet hain mata di ke bhog mein ya har tij tyohar or shubh karye mein banne wali dish hain aaj me esme se kapdo cake banane ja rahi hun

Left over lapsi cake

#Leftover
lapsi gujju"s famous sweet dish hain ye authentic sweet hain mata di ke bhog mein ya har tij tyohar or shubh karye mein banne wali dish hain aaj me esme se kapdo cake banane ja rahi hun

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

25 minutes
8 servings
  1. 1 bowlLeft over lapsi
  2. 1 bowlBhakhri flour broken wheat flour
  3. 1/2 bowlGhee
  4. 1 tspElaichi powder
  5. as neededwarm water
  6. 1/2 bowlGud /jeggary
  7. to tasteMix nuts

Cooking Instructions

25 minutes
  1. 1

    Left over lapsi.

  2. 2

    Broken wheat flour me 1 tablespoon ghee add karein and warm water se tight dough ready karein

  3. 3

    Isme se mukhiya banakar hot kiye ghee me deep fry karlein

  4. 4

    Golden brown hone tak fry karein

  5. 5

    Then little cool hone de or mixer mein pees lein

  6. 6

    Ab gud ko grater se grate karlein taki pieces khane mein na aayen

  7. 7

    Ab left over kapdo me ye mix kiya mixture add karein

  8. 8

    Gud or ghee milalyein

  9. 9

    Hath se achhe se rub karke mix karein

  10. 10

    Elaichi powder add karein..

  11. 11

    Cake mould me ghee lagalein

  12. 12

    Cake mixture ko spread karlein

  13. 13

    Achhe se press karlein

  14. 14

    Chammach ki help se level banalein.

  15. 15

    2 minutes ke liye microwave me rakhe

  16. 16

    Then upar se rose pettle se garnish karein.

  17. 17

    Then ready to serve our left over kapdo cake..

  18. 18

    Isko cut karein and enjoy karein.

  19. 19

    Mix nuts ko agar pasand karte ho to add karein...Ya garnishing karein.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Naina Bhojak
Naina Bhojak @cook_8660743
on
Anjar India.
I'm home chef n I lv cooking. .
Read more

Comments

Similar Recipes