Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1/2 hour
6,8 servings
  1. 1/2 kgbeef
  2. 1 cupchana daal
  3. 1teaspn sabit garam masala
  4. 6,8goal lal mirch
  5. 1phool lehsan
  6. 2 inchpiece adrak
  7. 1piyaz
  8. 5,6hari mirchen barik kati hoi
  9. 1 cupbarik kata hara dhaniya
  10. 2eggs
  11. Namak hasb e zaiqa

Cooking Instructions

1/2 hour
  1. 1

    Ek pan mein beef, chana sabuit goal mirchen, namak, sabit garam masala, lahsan piyaz or pani daal kar paknay kay liye rakh dein

  2. 2

    Jab beef or daal gal jaya tou thanda hone ke liye rakh dein ab hath say koot lein ya chopper mein dal ke pees lein

  3. 3

    Ab pisay howay mixture mein barik kata hara dhaniya or barik kati hari mirchen dal ke mix karen ab hath py halka sa oil laga ke kabab bana lein egg beat karen 1 pinch namak dal ke kabab us mein dip kar ke fry kar lein mazedar shami kabab tayar hai

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Abiha Naqvi Naqvi
on

Comments

Similar Recipes