Sawayeoo ka zarda

Yai dish humray gher eid ke din aur aam dino may bhi jub kuch mitha khanay ka Dil ho to banya jata Hy mujhy sheer khurma say ziyada yai sawaya passand Hy app log bhi try kry yuummy
Sawayeoo ka zarda
Yai dish humray gher eid ke din aur aam dino may bhi jub kuch mitha khanay ka Dil ho to banya jata Hy mujhy sheer khurma say ziyada yai sawaya passand Hy app log bhi try kry yuummy
Steps
- 1
Sub say phely one cup Pani may sugar dal kar cook kar lay
- 2
Phir Pani may colour dal kar 5 mint aur cook kar lay
- 3
Abb aik pately may ghee dal kar ilachi dal dy aur sawaya ko bhi break kar ke dal dy
- 4
Phir is ko Thora sa bhon lay aur phir os may colour aur sugar Wala Pani dal day aur 10 mint low flame par rakh dy aur dish may nikal kar dry fruit say garnish kar lay
Similar Recipes
More Recipes
-

Nutan Shah
-

Gatte ki kadhi and dry Masala gatta
Prachi Maheshwari
-

Suchitra S(Radhika S)
-

Sangita Vyas
-

Hema Wane
-

Mridula Srivastava
-

Francesco
-

kris_13
-

Gigi Shingala
-

Gigi Shingala
-

Elsa Ko
-

Sharayu Tadkal Yawalkar
-

Suman Rani
-

deezer's kitchen
-

malti Ranga -

Uroosa Rahim Dokra
-

Nyambura Mukururi
-

Nyambura Mukururi
-

Syeda Umme Habiba
-

Shreya Narang
-

Anondo Naru or Sesame Coconut Laddoo
Kumkum Chatterjee






















Comments (6)