Nido ki dood pati sada chaye

#chai
Shadi sy pehly ammi ke ghar fresh dood ki chaye nashtay main aur sham ki chaye banti thi
Shadi ke bad jab dubai I to pata chala yaha nido ki chaye banti hai mujhay hubby ny nido ki chaye banani sikhai🙈
Shuro main mujhay nido ki chaye achi nahi lagi aur abb aadat ho gai hai 😋Abb subha nashtay main iss Recipe sy chaye banati hon

Steps
- 1
Sab sy pehly pateli main pani dal ke uss mein dood dal ke achi tarha mix kar lain.
- 2
Phir dood mein patti dal ke darmiyani aanch par chaye pakny rakh dain.
- 3
Pateli dhanp dain 3,4 mint main chaye main boil a jayin gy.3,4 mint chamach chilati rahai chaye main.
- 4
Boil aatay jayin and chamach chilati rahain.chaye ka acha sa colour a jaye to nashtay ke liye chaye ready hai.
- 5
Serve...bread,ke sath ya parathy ke sath serve karrain 😋😊
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Naila Asif know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

🥕 Spicy Instant Carrot Pickle 🌶️ | Quick & Tangy Homemade Pickle
Gurpal kaur Ubhi's {Heavenly Jewel Kitchen}
-

Small Batch Chocolate Chip Cookies
Maya’s Wine Bar & Kitchen
-

Surekha Dongargaonkar
-

Ninja_chef
-

Restaurant-Style Chicken Curry in Tomato Gravy
Krishna Biswas
-

Heenaba jadeja
-

Heenaba jadeja
-

Kashmiri chilly garlic chutney
Muniswari.G
-

Salad, cabbage, cucumber, onion
Kulsoom Bukhari
-

Ted Klaus -

Borja Godoy Lavin
-

TizzleMySkittles
-

Maliha Mano
-

Irum Zaidi Home Cooking
-

Salimat's Kitchen
-

Mimi's Cake and Snacks
-

Laura
-

Chef K. Madaks Bakery
-

Mrs Farhan
-

sahbeerah
-

sahbeerah
-

acs

Comments (9)