Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka

#Joy
Mein kiss tareeqay say Banati Hon Mein Wo Tips share Kar Rahi Aap Sab ke Sath or Boooooooooooohat hi zabardast banti
Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka
#Joy
Mein kiss tareeqay say Banati Hon Mein Wo Tips share Kar Rahi Aap Sab ke Sath or Boooooooooooohat hi zabardast banti
Steps
- 1
Sabsay pehaly Aik thaal Mein Aata Nikal lain
- 2
Aab ous Mein Ghee add kar ke mix Karain..
- 3
Aab Dood add Karain
- 4
Aab hasbe zaroorat Pani add Kar ke Achay say mix Karin..
- 5
Aab Achay say aata goond lain Aata na ziyada sakht ho or na hi ziyada Naram ho..
- 6
Achay say Aaya goond nay ke bad 5 10 minutes fridge Mein Rakh dain ya Bahr hi roomal say dhak Kar Rakh Dian..
- 7
Aab goonday hoy Aatay Ka paira Bana lain..
- 8
Thora Sa SoOkha Aata Laga Kar Rooti bail Lain...
- 9
Aab Garam taway pay Rooti Dal Kar Pakain..
- 10
Aik Taraf Say Thoori Pak jay to palat Kar doosri Taraf say Pakain..
- 11
Aab Jo Jaga sakaht ho ous ko roomal say halka halka daba Kar pakin...
- 12
Aab Rooti ko aag pay Halka halka saik lain ke ziyada jalay bhi Nahi or Pak Kar phoolnay lagay...
- 13
Achay say Dono Taraf say Pak jay to plate Mein Nikal Lain
Similar Recipes
More Recipes
-

Sudipa Gope
-

Bethica Das
-

Dasha Able
-

Yummy everyday
-

Bina Anjaria
-

Keshma Raichura
-

Crock pot Swedish Meatballs Recipe
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Slow cooker queso chicken tacos
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Seasoned Bacon Wrapped Crock Pot Pork Loin
PittbullMom2014
-

Minda
-

Kels Ro
-

Aamna Saad
-

Sumaiya Muddasir
-

Bibhasini Patra
-

Winkle Joshi
-

Sally Strong
-

Durreshahwar Khan
-

Winkle Joshi
-

Aruna Thapar
-

Seema Sharma
-

Usha Ravishankar




















Comments (4)