Panjeeri

#PAKISTANKANEETHA.... Panjeeri ziyada tar hum log sardiyo ke mosam main banatay hain.and bachay ki pedaish ke baad aurton ko bhi di jati hai ye bht taqat war hoti hai.iss main hamary ghar ki sach story hai meray baray bhai ki tangai bachpan main terhi thi doctir kehtay thy ya theek nahi ho sakti kuch arsay baad mera bhai theek chalny laga Doctor ko dekhaya wo bhi heran ho geya kehny laga iss bachay ny koi bht hi taqat wali cheez khai hai .pata chala meray abbu ny panjeeri bana ke ek jar main cubord main rakhi thi wo bhai rozana chup chup ke khata tha 😊
Panjeeri
#PAKISTANKANEETHA.... Panjeeri ziyada tar hum log sardiyo ke mosam main banatay hain.and bachay ki pedaish ke baad aurton ko bhi di jati hai ye bht taqat war hoti hai.iss main hamary ghar ki sach story hai meray baray bhai ki tangai bachpan main terhi thi doctir kehtay thy ya theek nahi ho sakti kuch arsay baad mera bhai theek chalny laga Doctor ko dekhaya wo bhi heran ho geya kehny laga iss bachay ny koi bht hi taqat wali cheez khai hai .pata chala meray abbu ny panjeeri bana ke ek jar main cubord main rakhi thi wo bhai rozana chup chup ke khata tha 😊
Cooking Instructions
- 1
Sab sy pehlay jo maway hain unn ko mota mota pees lain ya graind kar ke alag rakh lain.phir pateeli main desi ghee dal ke garam karain.
- 2
Phir iss main soji dal ke bhonai.. halki aanch par bhonna hai.
- 3
Bhontay howay chamach chalati rahain.
- 4
Jab soji golden colour ho jaye to uss main graind kiye howay meway dal ke thora bhon lain.
- 5
Abb cholha ban kar dain and iss main cheeni dal ke achi tarha mix kar lain yad rahay ke cheeni bhi aap pehlay sy graind kar ke rakh lena...panjeeri ready hai..Serve
Similar Recipes
-
Chawlon ki kheer Chawlon ki kheer
#PAKISTANKAMEETHA ...pakistan ke meethon mein ek name kheer ka bhi hai jo hamaray ghar aksar eid ke din banti ya kisi ki dawat karny par banti ..abb to farmayesh par banti hai..kheer main hamaish nido doodh ki banati hon sada si bht achi banti hai.. Naila Asif -
Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo
#HappybirthdaycookpadAbb tak jab bhi kheer banai to eid par ya memanon ki dawet par ya ghar walon ki farmaesh par meray hubby ko meetha bht pasand hai to halwa bhi kabhi kabhi banati hon chocolate bhi pasand hai. cookpad ki birthday ke moqa par ye recipe ready ki cake to ma sha Alla sab bana letay hain. Naila Asif -
Aloo ka paratha Aloo ka paratha
Ya Bhai ko pasand ha uno nay farmish ki thi or Bhai ko ya paratha bohat acha laga. Hina Gul -
Milk powder barfi Milk powder barfi
Meri mama Ko sweets bht passnd tu ma NY unky liye yeah recipe try ki thi or unko bht zayda passnd AI homemade barfi or phr unho ny apni sub friends Ko b khilyi. 🙂#cookpadRamadan #kokabncookpad #fiveingredients Kitchen with Rabia -
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
Homemade donuts Homemade donuts
Method,Subse pehlay thanday paani main sugar dissolve kerain phir egg yolk daalker khoob beat kerain ki jhaag hojayePhir maiday main dry ingredients add kerke egg water or half cup oil se dough goondhlain or 15 min rise hone ke liye rakhdain iske 15 donuts banaingay dough ki ball banaker sprinkle flour huay dish main rakhtay jain oil lagaker upper phir ball ko thora press kerain ki chipta sa hojaye halka press kerna hai phir kisi bhi bottle ke dhakkan se donut ke centre ko cut kerain phir light flame main oil main fry kerlain mazedar donut ready. Hope u like it. Hafsa Xaqib -
High way style chicken karahi High way style chicken karahi
#wokcooking Bhai ke frd ay to many ya recipe banai sab ko pasand ai .our ghr may bi sab ko pasand ha. Hina Gul -
Parval Ki Mithai Parval Ki Mithai
#colourgreenA tasty traditional sweet , very light to eat and healthy too Archana Bhargava -
Masaura balls soup...#SoupSalad Masaura balls soup...#SoupSalad
Ye Nepal ki bahut purani recipe hai. Is ko bahut sare potatoes boil karke, saunf, methi dana, chamsur saag (jaise methi ka saag hota h y usi trh ka saag hota h), ko chota chota cut ker ke mash kiya jata h. Boiled potatoes ke sath mix ker ke ball banake dhup me sukhaya jata hai. Aaj ham isi dried ball ka soup banane ki recipe bata rahe hai. Ise Nepal me masaura soup kahte hai. Aneeta Rai -
Mix vegetable pakory Mix vegetable pakory
#wokcooking Barish ho rahi ha na socha kuch bana lo abi sock hi rahi thi ke Ami Jan nay kaha pakory bana lo phr many banay our sab ko pasand aya Hina Gul -
Jhat pat mithi siwaiyain Jhat pat mithi siwaiyain
#6weekchallengebuhat hi simple recipe hai ye aur meri buhat hi favorite bhi .jab bhi late-night mitha khane ka mera Dill karta hai to ye banati hoon. Is recipe ko zaroor try karain. Haya Ali
More Recipes
Comments (9)