Ring Samosa

Muskaan Kashif
Muskaan Kashif @Muskaan786
Karachi

First time ki koshish kamiyaab huwi. Family love to eat this Ring Samosa with Ketchup. Zaror try kijiye. #mentorship #paknig

Ring Samosa

First time ki koshish kamiyaab huwi. Family love to eat this Ring Samosa with Ketchup. Zaror try kijiye. #mentorship #paknig

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

8 servings
  1. Ring Samosa dough
  2. 1 cupmaida
  3. 1/2 cupoil
  4. 1 pinchsalt
  5. 1 pinchwhite zeera roasted
  6. Oil to fry
  7. 1/2 tspBaking powder
  8. Filling
  9. Boiled Aaloo
  10. Piyaas
  11. Boiled chicken
  12. 1 tspLal mirch powder
  13. 1/2 tspkaala namak
  14. 1 tspSalt
  15. 1 tspchaat masala
  16. 1 tspkutti mirche
  17. 2 tbspOil

Cooking Instructions

  1. 1
  2. 2

    Maida ko bowl mein le ke usme roasted zeera, salt, Baking powder aur oil mix karein. Aur neem garam pani se sakt ghond lijiye. 2 hours ke lye rakh de.

  3. 3

    Filling ke lye, Bowl mein boiled Aaloo, shredded chicken, kutti mirche, lal mirch, kaala Namak, chaat masala aur salt ache se mix karle. Fry pan mein oil garam hot hi piyaas ko golden karein. And boiled Aaloo ke mixture ko is me dal ke bhoone. Dish out karein aur ghanda hone de.

  4. 4

    Maida ke chote chote ball banai, ab Roll karein, ek side pe mixture rakhe. Fold karein. Phir dosri side pe cut lagai knife se, Strip ki tarha. Phir pura fold ke round shape banate huwe, lai se jhorde aur upper se alag strip cut kar ke lagai jord pe.

  5. 5

    10 mint baad deep fry karein... Golden hone tak. Dish mein nikale. Serve karein ketchup ke sath. Enjoy.

  6. 6
Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Muskaan Kashif
Muskaan Kashif @Muskaan786
on
Karachi
love to cook for Family & Guest
Read more

Similar Recipes