Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 200 gmkhoya
  2. 1 cupmilk
  3. 1 kgbottle gourd (lauki)
  4. 200 gmsugar
  5. 10-12cashew nuts
  6. 14-15raisins
  7. 1/4 tspcardamom powder

Cooking Instructions

  1. 1

    Sabse pehle kadhai me khoye ko 2 min tak bhun lenge.

  2. 2

    Bhun ne ke baad khoye ko bowl me nikal lenge.

  3. 3

    Usi kadhai me milk dal denge.

  4. 4

    Aur sari lauki jo kaddukas ki hui hai wo dal denge.

  5. 5

    Aur lauki ko chalate hue galne tak pakayenge.

  6. 6
  7. 7

    Jab lauki ek dam gal jayegi sara milk or pani absrob ho jayega tab isme sugar add karenge, sugar melt hone se fir se thoda pani ho jayega to us bhi acchi tarah se pakayenge.

  8. 8

    Ab isme ghee dal ke acchi tarah se mix karenge.

  9. 9

    Ab sara bhuna hua khoya isme mila denge.

  10. 10

    7-8 kaju ko chota chota kaat kar isme dal denge.

  11. 11

    Thodi se kishmish bhi mila denge.

  12. 12

    Or elaichi powder dal denge.

  13. 13

    Lauki ka halwa ban kar taiyar hai ab aap ise kaju or kismish se garnish karke serve kar sakte hai.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Rachna Mehrotra
Rachna Mehrotra @cook_11851050
on

Comments

Similar Recipes