Share

Ingredients

  1. 1 litreMilk
  2. 2 cupsSugar
  3. 4 cupsWater
  4. to tasteLemon juice
  5. 1 tspElaichi powder

Cooking Instructions

  1. 1

    1 litre low fat milk lekar usse boil karle. Add lemon juice or vinegar milk fat jayega. Ab isko chhan le in a cloth. Pani ke neeche rakhkar dho le taki khatapani nikal jaye. Ab kissi jagah latka de for 45 minutes to 1 hour jab tak saara pani nikal jaye. Ab ek plate me nikaal kar ya to haatho se khoob mash karein for 20 minutes ya fir grinder me daale and low pulse pe grind karle for 1 minute. Ruk ruk ke grind karein. Makhan nahi nikalna.

  2. 2

    Ab ek plate me nikale aur halke hatho se smooth gole banaye. Jo size chahiye usse half kyunki double ho jayenge. Ek pressure cooker me 2 cup cheeni me 4 cup paani dalkar boil karle. Elaichi powder daale aur kewra water agar ho to 1 tspn daal le. Ab jab ye boil ho jaye to cooker me dheere se saare rasgulle khiska de. Cover lagaye. Medium flame pe ek whistle le aaye. Aur fir aise hi chord de jab tak steam nikal jaye. Steam release hone pe ek bartan nikal ke fridge me rakh de thanda hone ke liye.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Abhilasha Gupta
Abhilasha Gupta @cook_9152188
on
Bhusawal

Comments

Similar Recipes