Mathura ke pede

Neelam Gupta
Neelam Gupta @Neelamskitchen

#Diwali delights......... Traditional sweet.......... Mein bhachpan se khaa rahi hu Diwali par meri Grand mother banati thi usake baad mother in law ko banate dekha ab mein banati hu.
Mathura ke pede base to North mein Bahut Banaye jate hai lekin yah puri India mein famous hai.

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

25 mins
4 servings
  1. 250grm mava or khoya
  2. 50grm bura
  3. 1/2 spoonelaichi powder and thode se elaichi ke Dane
  4. Cut kiye hue Pista
  5. 1/2 Bowlmilk

Cooking Instructions

25 mins
  1. 1

    Sabhi ingredients le. Khoya ko Golden Brown colour ka bhun le.bhunane ke samay jarurat ke hisab se milk ka use karein.

  2. 2

    Khoya ko thanda hone ke liye rakh de.

  3. 3

    Thanda hone ke baad 3/4 bura and elaichi powder dalkar achche se mix Kar le.

  4. 4

    Ab lemon ke size ki ball Bana le fir hatheli ki help se flate karein.

  5. 5

    Ab use bache hue 1/4 bura mein lapate le.

  6. 6

    Fir usake upar elaichi Dana and pista chipka de.

  7. 7

    Is Tarah se sabhi pede Bana le aur 1/2 hour ke liye khula rakhe.

  8. 8

    Ab pede ban Kar raddy hai. Pedo ko container mein bhar Kar rakh de.

  9. 9

    Khoya danedar hona chahiye.

  10. 10

    Mathura ke pede 15 din take stor kiye ja sakate hai.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Neelam Gupta
Neelam Gupta @Neelamskitchen
on
Cooking is my passion. I love cooking and sharing my recipes with cookpad and my friends.
Read more

Comments

Similar Recipes