GAJAR kA HALWA🥕🥕

Zeenat Muneer
Zeenat Muneer @cook_16425487
Karachi Pakistan

Jeesy hi sardi atti hai to ghar mein gajar ke halway ki farmaish b a jati hai aur meri kosish hoti hai ke mein 5 kg sa kum na banao q ke sardi mein daily meetha mery Ghar walo ko chaiy hota hai.mery gajar ke halway ki recipe bohut assan hai ap sub ko b pasand I gi . Bus ap ko aik Kam kerna hai fresh milk balai ko jama ler ke freezes kar li aur jitni zarorat ho use karin.( 1kg carrot mein 1 cup balai use hoti hai)

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

40 minutes
35 servings
  1. 5 kgGAJAR (chop kar lin)
  2. 5 cupFresh milk ki balai
  3. 5 cupPowder milk
  4. 5 cupSugar
  5. 1 tbspChoti illachi peesi joi
  6. Dry nuts optional

Cooking Instructions

40 minutes
  1. 1

    Sub sa phaly big daigchee mein gajar aur malai aur illachi powder Daal lin aur medium heat per pakain 20 sa 25 minutes gajar apny Pani mein cook hon gy. khayal rakhy ke neechy sa lagy nahi.

  2. 2

    Phir ap sugar add kar lin aur high heat per sugar ka Pani dry kar lin jub Pani achy sa dry ho Jai to powder milk add kar lin aur heat off kar lin.

  3. 3

    Cover kar lin 10 minutes ke bad check karin to mazydar sa gajar ka HALWA ready ho ga (mein na nido powder milk use keya hai is ka results acha hai ap koi sa b la sakty Hain) nuts ap ki choice hai

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Zeenat Muneer
Zeenat Muneer @cook_16425487
on
Karachi Pakistan
I love cooking n baking ❤️
Read more

Comments (8)

Similar Recipes