Gajar ka Halwa

Hina Ibrahim
Hina Ibrahim @cook_16621862
in karachi

#sabzi
Gajar sardiyon me anay wali ik pasandeeda Sabzi hai jiska intezaar loag pura saal karte hain. Gajaron se na sirf hum salan banatay hain bal ke iski tarkari bhujiya meetha aur juice b banate hain. ye har tarha se sehat ke liye faidamand sabit hoti hai.aaj mein ne gajar ka halwa ap se share kiya hai umeed hai apko pasand eye ga.

Gajar ka Halwa

#sabzi
Gajar sardiyon me anay wali ik pasandeeda Sabzi hai jiska intezaar loag pura saal karte hain. Gajaron se na sirf hum salan banatay hain bal ke iski tarkari bhujiya meetha aur juice b banate hain. ye har tarha se sehat ke liye faidamand sabit hoti hai.aaj mein ne gajar ka halwa ap se share kiya hai umeed hai apko pasand eye ga.

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

40 min
8_10 servings
  1. 1 kgCarrots
  2. 1.5 CupSugar
  3. 1 cupkhoya
  4. 1 tspcardamom powder
  5. 1 cupbanaspati
  6. 1/2 cupdessicated Coconuts
  7. 2 tbspraisin
  8. 1 tbspkehwrha essence
  9. 1/2 cupcrushed dry nuts
  10. silver paper

Cooking Instructions

40 min
  1. 1

    Gajaron ko cheal ke iski upar ki skin alag krden

  2. 2

    Phir isay wash kar ke hawa me khusk kar lein

  3. 3

    Phir isko chopper me ya kadukash ki madad se lacchay daar piece me tabdeel kar lein.

  4. 4

    Phir isko ik pateelay me dal kar medium anch par rakh dein

  5. 5

    Thori dair me gajaren apna pani release karna shuru krdengi

  6. 6

    Jab pani dry hojaye to is me sugar add krden aur kuch dair pakayen.

  7. 7

    Jab sugar melt ho jaye to usme ghee add karen aur bhunain

  8. 8

    Phir isme khoya aur elaichi powder add kar dein

  9. 9

    Badam pistay add karden

  10. 10

    Kismish akhrot aur kaju add krden

  11. 11

    Phir last me kehrha essence add kar dein.

  12. 12

    Pissa hoa khopra add karden

  13. 13

    Garnish ke liye khoye ko ball shape deden

  14. 14

    Phir isay arrange karen.

  15. 15

    Ye hamari final dish gajar ka halwa ready hai.

  16. 16

    Garma garamhalwa serve karen.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Hina Ibrahim
Hina Ibrahim @cook_16621862
on
in karachi
First Chef Ambassador Karachi Pakistan 🍴
Read more

Similar Recipes