Mazaidar Mutton Teh wali biryani

This is my cultural recipe my nani's recipe...
Very different style biryani ...
Sorry picture Mein some biryani is missing because koi b wait ni krta ghr Mein after dish out this biryani ...
Must try...
#myculturalrecipe
Mazaidar Mutton Teh wali biryani
This is my cultural recipe my nani's recipe...
Very different style biryani ...
Sorry picture Mein some biryani is missing because koi b wait ni krta ghr Mein after dish out this biryani ...
Must try...
#myculturalrecipe
Steps
- 1
Sb se pehle pateeli Mein oil shamil krain.ab is Mein sabit darcheeni,bri elaichi,and taiz pat dal dain is ke baad slice ki Hui pyaz b daal dain.pyaz brown hojaye to is mein washed Mutton add krdain or bhon lain.jaisay hi mutton kacolour Thora sa change hona start ho is Mein adrak lehsan ka paste shamil krdain.
- 2
Thora sa bhoonne ke baad is Mein homemade biryani masala Jo bnaya tha wo 5tbsp add krdain.or 1/3 cup dahi b shamil krdain.or bhoon lain achi trah.jab gosht gal Jaye to isay side par rakh dain.
- 3
Ab biryani ke liye rice tayyar krna hai..aik bri pateeli lain is Mein oil and ghee add krain.and us Mein 2 badyan ke phool, 1 taiz pat,5-6 laung,4-5 Hari elaichi,darcheeni 2inch ka tukra.jab khushbo anay lgay 1 tbsp lehsan adrak paste daal dain or bs Thora sa bhonain or phr is Mein bheegay huye rice shamil krain.Hari mirchain b shamil krdain Thora sa bhonain rice Mein se khushboo anay lgay to 8 cups garam Pani shamil krd
- 4
Hari mirchain b shamil krdain Thora sa bhonain rice Mein se khushboo anay lgay to 8 cups garam Pani shamil krdain.or rice ko dhak Kar pkne dain.rice ko full done na honay dain 80 %cook krain.
- 5
Jab rice done hojaye to the laga dain..pehle rice ki layer lgayn or biryani ka colour daal dain.phr mutton ka qorma Jo bnaya tha wo dalain or phr rice daal dain. Upper se b briyani ka colour daal dain.or 1 tbsp kewda essence daal dain.or 15 mint dum dai dain.
- 6
15mint dum ke baad biryani tayyar hai. Bohaat hi simple oa mazaydaar biryani Mein yaqeen ke sath keh skti hn aisi biryani AP ne pehle no khai hogi must try....serve with yoghurt salad..
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Syeda Sarah Taha know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Beetroot Oats Savoury Pancakes
Sanuber Ashrafi
-

Soufflé Scramble (high protein)
Maya’s Wine Bar & Kitchen
-

Beetroot Spinach Roulade/ Pink & Green Roulade
Madhumita Bishnu
-

Protein Sandwich Bread (low carb)
Maya’s Wine Bar & Kitchen
-

Diet biscuits whole wheat flour sa
Kulsoom Bukhari
-

Vidyutaa Kashyap
-

Navratri Bhog Thali with Basundi and Poori
Shobha Deshmukh
-

🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Chad Manastyrski -

Elaine Chan
-

Amazing Grace’s (aka TeenChef)
-

Maizymay
-

Rekha Bapodra
-

4 Super & Simple marinades for Chicken!
Ferenc Szklenar
-

Afshan Tabassum
-

Bombay Biyani(Chicken biryani)
Mumtaz Ramzan
-

Uzma Babar
-

Jarina Desai
-

Unique cakes kano
-

Mumtaz Ramzan
-

Richa Amit Jaiswal
-

Krishna Biswas



























Comments