Tawa fry anda

#Tawacooking
Taway py roti, parath pakta hai and bread bhi garam ki jati hai mainy taway par namak mirch wala Anda fry kiya.Subha 9:00 clock ka nashta.
Tawa fry anda
#Tawacooking
Taway py roti, parath pakta hai and bread bhi garam ki jati hai mainy taway par namak mirch wala Anda fry kiya.Subha 9:00 clock ka nashta.
Steps
- 1
Sab sy pehlay taway py oil garam kar ke halki aanch kar ke Andy torh ke dal dain.
- 2
Phir anday py namak mirch jhirak ke phila ke dalna hai.
- 3
Taway ki aanch halki rakhni hai jab anda neechay sy pak jaye to.seedhay chamah sy ussy aram sy palat lain.takay dosri side bhi pak jaye.
- 4
Phir ussy seedha kar ke chahain to aap tandoor ki roti garam kar ke khain ya bread sy 😋 dekhny main aap ko mirchi kachi lagay ke par aisa nahi hai pak jati hai and khany main taste acha hota hai zaror try karain. SERVE
Similar Recipes
More Recipes
-

Cafeishq
-

ifuchi
-

Suge Works
-

Cluelesskitty
-

Classic Masala Tandoori Kulhad Chai
Shital Jataniya
-

Ashley
-

Easy Chicken cutlets with a twist
Elyse Rose
-

Crock Pot Girl 🤡
-

Pasta shells with spiced chicken and corn milk sauce
Robert Gonzal
-

Ledi's Cooking
-

TrailerParkBoils
-

scrupmtious kitchen,kano
-

Naturally Nidhi
-

Robin K.
-

Rabi'atu Kabir Yakubu
-

TrailerParkBoils
-

Shani Shani
-

Perple Kitchen
-

prana nutrition -

Neha Singhal Gupta


















Comments (33)