Chicken shami kabab

#cookwithamna#Eidspecial
Eid par ye kabab bnayay , 2nd day dawat ke lyay .shami kabab hamaray gharon mn bohat shouq say khayay jatay special occasions par tu koi na koi kabab her dinner ya lunch mn hona must hein.kun ke kabab perfect combo hotay ksi bhi kisam ki rice dish ke sath chahay woh biryani ho ya pulao.mnay is ke sath mutton pulao serve kya tha with mint raita and kachumar salad .sb nay bohat enjoy kya aur khoob tareef bhib paye.

Steps
- 1
Daal ko 2 ghantay bhigo lien.
- 2
Ik pan mn 3 cup pani add krien daal add krien ab pyaz g g paste tomatoes 1 tsp salt red chilli powder dhania powder haldi add kar ke us waqt tak pakayen jab tak daal achi trah gal na jayay aur pani khushk na ho jayay
- 3
Dosray pan mn haddi wala chicken add krien 1/2tsp salt aur half tsp blk pepper add krien aur 2 cup pani add kroen us waqt tak pakayen jab tak gal nahi jataaur pani khushk nahi ho jata.
- 4
Ab chicken ko thanda kar ke debone krien aur daal mn mix kar ke pakayen aur garam masala add krien.ab chopper mn pees lien
- 5
Ab is mn dhania aur bareek kati hari mirch shamil kar ke mix kar lien.
- 6
Ab apni pasand ke size ke kabab banayen.
- 7
Fryinng pan mn oil sdd krien.ik anda phaint lien.is mn shami kabab dip kar ke fry kar lien.shallow fry krnay.
- 8
Dono side say paka kar.nikal lien aur garam garam serve krien.
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Humaira Saleem know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Bottle Gourd Muthiya / Lauki Muthiya
Ameya Bhat
-

Supriya Devkar
-

Brad's collard bean sausage and pumpkin stew
wingmaster835
-

Sevani or Turkish style Semolina Cake
Madhumita Bishnu
-

Elyse Rose
-

Arezu
-

Shital Jataniya
-

Ryan
-

Archana Agrawal
-

Brandon
-

sjs2020
-

Pancakes and bacon with vanilla syrup
SherryRandall: The Leftover Chronicles
-

Banana Bread (Moist) w Whey Protein
Antto Martinez
-

Aysha Ahmed
-

Rubab
-

American pancakes with Nutella
Surayya Umar
-

Sundas Faisal
-

Riungu Faith💋
-

Rubab
-

Firdaus Jahan
-

Ghausia Nadim
-

kay
-

Tastes By Tatas.

Comments (6)