Seekh kabab

#ambassador
#motivational
#kabab
Seekh kabab jab bhi banati hon kuch yadain taza ho jati hain khana pakanay ka to mujhay bachpan sy hi shoq tha leki pakana 11 sal ki umer sy shuro kiya unn dino tv par subha ke program main khana pakana sikatay thy .uss waqt na to koi recording system tha na mobile thay copy pencil ✏ ly ke likhnay baith jati kai cheezain miss ho jati seekh kabab jo pehli dafa banaye wo tv main fry karna bataya so waisy hi ye Recipe hai

Steps
- 1
Sab sy pehlay gosht and fat main lehsan adrak and hari mich dal ke chopper mein ya machine main qeema bana lain.
- 2
Phir piyaz ko chop kar lain.
- 3
Piyaz chop karny ke baad miyaz main zeera powder, dhniya powder, pissa garam masala,2, tbsp oil.
- 4
Aur ajwain,cream, pissa suhaga,namak, lal pissi mich.and sonf and sabut sookha dhaniya mota mota pees ke piyaz main mix karain.
- 5
Sab masalal piyaz main achi tarha hathon sy mix kar lain.
- 6
Abb chop kiya howa qeema masaly waly piyaz main achi tarha hathon sy 2,3, mint take mix karty jayin.
- 7
Qeema jab achay sy mix ho jaye to 1 hr marinate kar lain.
- 8
Kabab fry karny hain iss liye inhain lakri ki sticks main laga lain.
- 9
5,6 mint sticks main rakhnay ke bad sticks sy nikal lain.
- 10
Ab thora oil garam karain phir halki aanch par kabab fry kar lain
- 11
SERVE...mazaydar seekh kabab ready hain lacha paratha ho and raita ho to maza dobala ho jaye.😋😊👍
Similar Recipes
More Recipes
-

Kulsoom Bukhari
-

Ryan
-

Lubna’s Kitchen
-

Dr. RAJNI GUPTA
-

Padmini Venkatesan
-

Bianca Mwale
-

Suchitra S(Radhika S)
-

culinarycubit
-

Minty Mama
-

mistydawn -

jenscookingdiary
-

dallasgirls3558
-

JITE fun stuff أحلى العالم
-

Irum Zaidi Home Cooking
-

Kiran Sheheryar
-

Man o Salwa By Neelam Saleem
-

Guramrit Singh
-

Double chocolate protein brownie
Smiley_blu3
-

Fatima Dewa
-

Hiroko Liston
-

Puff pastry mini chocolate croissant
Jantullu'sbakery
-

M.A.DFoodie

Comments (6)