Apple murabba

Jab apple se kuch bnane ki baat ayi to mein ne apni ammi ki bnayi hui dish k bare mein socha k kaise bachpan mein ammi apple ka murabba bnati thi keri ka murabba bnati thi aur safe kar laiti thi phir hm oose roti k sath khate they phir mein ne ammi ko call milayi aur apple k murabba ki recipe li aur bana dali ab meri ammi ki recipe cookpad par safe hogi kabhi meri beri ko bnana hoga tb oose easily cookpad se mil jaye gi 👍
#Ambassador
#Appleisthestar

Steps
- 1
Sub se pehle pan mein 11/2 glass pani dalen is mein sugar dalen aur laung dalen
- 2
Jab tak sugar desolve hogi jab tak aik bowl mein pani dalen is mein salt dalen aur apple k chilke ootar kar tukde kar lain
- 3
Pani mein deep karen
- 4
Phir jab sugar dissolve ho jaye to is mein zarda color dalen aur mix karen
- 5
Phir bhige hue apple ko chan kar is sugar syrup mein dalen
- 6
Phir Elaichi powder aur lemon juice dalen aur cover kar k pakayen
- 7
Jab apple soft ho jaye aur syrup thoda soak ho jaye to chulha band kar k thanda kar lain aur container mein safe kar lain yummy 😋
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Shabbir Dalal know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Archana Agrawal
-

Milkpowder oyster shell shaped sandesh
Barnali Debdas
-

Santy Coy
-

Pragati Hakim
-

Rose 🌹 Gulkand ShrikhandThandak Wala Meetha
Alka Bhandari
-

Nana Aliyu
-

Keshma Raichura
-

Ankita Kapil Varshney
-

Crockpot pineapple upside down cake
family style
-

David Tong
-

Toyotaboy
-

Robert Gonzal
-

Dolly Kachhwani
-

Yummy apple 🍎 salad dip in ketchup
Saima Shahzad
-

#BCR#Raw banana kofta in caramelized onion gravy
Kalpana Rai
-

Devanshi Varshney
-

Robert Gonzal
-

Chefsaratu -

Ishika Kumari
-

Suman Dhaka
-

veena Sandeep -

Fareedah Yahya

Comments (6)