Tamater ki chutney

Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627

Bht mazedar aur enerjetic hoty hai.vegies Ke sath serve ki jaty hai.lekin ghee waly roty aur parathay Ke sath bhi mazedar lagty hai.
#ambassador

Tamater ki chutney

Bht mazedar aur enerjetic hoty hai.vegies Ke sath serve ki jaty hai.lekin ghee waly roty aur parathay Ke sath bhi mazedar lagty hai.
#ambassador

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 250 gmtamater
  2. 1tesp namak
  3. 5sabut surk mirch
  4. 1 bunchlehsan
  5. 1tesp pisy lal mirch
  6. 1/4tesp haldy
  7. 1tesp pisa dhania
  8. 1tesp sirka
  9. 1/4tesp rai
  10. 1/4tesp zeera
  11. 1tezpat
  12. 2 tbspoil

Cooking Instructions

  1. 1

    Tamater ko dho lain aur cheel kar kat lain

  2. 2

    1 pan mein tamate lehsan aur sant mirch dalen aur 1/2 tesp namak dal kar halky aanch par rakh dein

  3. 3

    10 mint tak halky aanch par dum laga dein phìr grind kar Ke paste bana lain

  4. 4

    Pan mein oil dalen garam ho jai to rai zeera aur karhi patta dalen

  5. 5

    Karkara kar masalay dal dein aur halka sa pani dal kar bhoon lain

  6. 6

    Jab masalay ka pani khushk ho jay to tamater ka paste aur sirka dalen aur halky aanch par paka lain.jab chitny oil chor dey to tayyar hai. Serve karen agar rakhny ho to airtight bowl mein rakh lain.kafy arsa kharab nahi hoty.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627
on

Similar Recipes