Panjabi dish Aalu Gosht,
Steps
- 1
Sab sy pehlay gosht main sab masalay daal dain. zeera hara dhaniya and hari mirch na dalain.and gosht ko halki aanch par galnay ke liye rakh dain 1,cuo pani dal ke.ziyada pani nahi dalna.piyaz tamater ka apna bhi bht pani nikal aata hai.
- 2
Jab gosht gal jaye and pani sookh jaye to oil dal ke masala achi tarah bhon lain.bhontay howay zeera and hari mich kat ke masala bhon lain thori sabit kali mirch 2,3,long and thori c daar cheeni and bade yaan ke phol ke 2,pattay pees ke and half tsp pissa garam masal bhi daal ke bhon lain.
- 3
Jab gosht oil chorh dy to uss main aalu kat ke dal dain and jitna shorba rkhna hai pani dal ke aalu bhi gala lain.
- 4
Jab aalu bhi gal jayin and shorba tiyar ho jaye to thori c kasoori methi dal ke dhanp dain 5,mint hara dhaniya daal ke serve karain 😋😋😋
Similar Recipes
More Recipes
-

Deepti Johri
-

Nutan Shah
-

Santy Coy
-

Shaik Hajira
-

Vada Heroux
-

Elanor
-

Slow Cooker Goat Curry (myheartbeets.com)
Cluelesskitty
-

cindybear
-

Valerica Cooks
-

Taylor Topp Comacho
-

Chef Nena
-

Chef Nena
-

Tripti Gautam
-

Sharayu Tadkal Yawalkar
-

Mercy Ambuka
-

Leyona Wangari
-

Ila Palan
-

Safa Anis
-

Manisha Madan (Thedelhifoodiecouple)
-

Angel Kamra -

Syeda Sadaf Tahira











Comments
dush he ..jo paniabi ya khi k log sbui bjt achi bnaty uen or shoq se khaty uen apki recipe bht achi he thnku