Qeema ishtu

Iftar mein sab samosay pokaray aur chaat to har tarah ki hi pasand kartay hain lekan salan mein bht kam kuch khana chahtay hain to aisy cheeze jo sab shoq say kha lain wahi banany party hai.qeema ishtuu ghar mein sab ka favourite hai.
#joy

Steps
- 1
Qeemay mein namak sabut kali mirch laung aur darcheeni dal kar galanay kay lia rakh dein
- 2
Pyaz kat lain bht bareek nahi katna.adrak lehsan aur hary mirch bhi kat lain. Jab qeema aadha gal jay to is mein pyaz,adrah lehsan hary mirch aur dahi dal dein oil bhi dal lain
- 3
Ye sab dalnay kay bad aachy tarah bhoon lain
- 4
Jab bhunnay kay qareeb ho to sabut zeera aur dhania bhuna hua dal kar aachy tarah mix karen.pani blkl khush ho jay to tatyar hai.
Similar Recipes
More Recipes
-

Crispy Fried Potatoes with Vinegar and Salt
Phenny Sharon -

Swati Sheth
-

Vidyutaa Kashyap
-

Ivy Seng
-

Nutan Shah
-

Amrita Chakroborty
-

Bhavnaben Adhiya
-

Suchitra S(Radhika S)
-

Ankita Kapil Varshney
-

Crock Pot Girl 🤡
-

Adrianne Meszaros
-

Chocolate dipped coconut macaroons
Kristina Bortfeld
-

Muskan Ashraf
-

Sima Khan
-

khan
-

@Mwende Nyaga
-

mumma's kitchen
-

@Tehmina_Ameen
-

Kajal Pavagadhi
-

Afshan Arif
-

Meerah's Cuisine

Comments