Lauki ka raita

@asma syed sister ki recipe ko main na follow kia ha but thori c tabdeli tu banti ha😜
Lauki garmiyon ka season ki sabzi ha waysy tu ya pora saal he mil jati ha is ko gosht mein bana lain ya simple ya halwa bht he mazedar banta or ya bht healthy b hoti ha main na yahan bnaya ha ha lauki ka raita q k bhot kha lia gosht ab is raita ko ap dal chawl khicrdi k sath bana sakty hain main na isy roti sa serve kia roti pa desi ghee laga k maza agaya

Steps
- 1
Podina mirch lesan or zeera ko pees lain
- 2
Ab is ko dahi ko mein shamil kar k ache tarha mix kar lain sath he namak b add kar dain mix kar lain
- 3
Lauki ka chilka utar kar kadokash kar lain or 5 min pani mein dal k boil kar lain pani
Strain kar k lauki ko thanda kar lain - 4
Ab lauki or piyaz ko raita mein mix kar lain tora sa pani dal k mix kar ache c consistency ajye piyaz ap skip b kar sakty hain mjy bht pasand ha is lia mein dal dyti hon
- 5
Pan mein oil dal k bhagar k ingredients dal dain 2 min pakny dain ab raita pa bahgar dal dain raita tayar ha
Similar Recipes
More Recipes
-

Surekha Dongargaonkar
-

Nutan Shah
-

Karuna Naveen Chandwani
-

Darshana Patel
-

Soegianto
-

Low Calorie Tortilla Bread Pizza
Yummy everyday
-

Arezu
-

Tasty Veg Cooking
-

Chef Mommy Nessa
-

Syaira92
-

skunkmonkey101
-

Rasya'n (रस्याण) a chef's Diary
-

Padmini Venkatesan
-

Teemerh's Cuisine
-

Suhita Rana Chowdhury👩🍳
-

Sadaf Shoaib Vohra
-

Sadaf Shoaib Vohra
-

Madhumita Bishnu
-

Foodtime
-

Jyoti Prakash Assudani
-

Chandra kamdar

Comments (3)
Somi @cook_20987828 @ likho aur phir asma k bane per click karo aap ki tagging sahi nahin howi unka para nahin chala k aap nay unki recipe banayii hai