Maiday ki meethi tikkiyan😋

#teatimemenu
Tea time main chaye ke sath jahan namkeen hota hai wahan kuch meetha bhi bana lena chahiye 😊
Maiday ki meethi tikkiyan😋
#teatimemenu
Tea time main chaye ke sath jahan namkeen hota hai wahan kuch meetha bhi bana lena chahiye 😊
Cooking Instructions
- 1
Sab sy pehlay maiday mein saray ajza mila ke achi tarah goond lain.and pera bana ke 1, ghantay ke liye fridge main rakh dain. Yad rahay maida na naram ho and na bht ziyada sakht.
- 2
1, ghantay baad pera nikal ke benay py thora oil laga ke gol roti ki tarah bana laian ziyada patla nahi karna. Roti ko thora mota rakhna hai.beltay howay roti pe till bhi phila ke lagayin and roti beal lain.
- 3
Roti bana ke jis shakal main katna chahain kat lain.and oil ko achi tarah garam kar ke aanch halki kar ke tikkiyan fry kar lain.
- 4
Golden fry ho jayin to oil sy nikal lain.
- 5
Sham ki chaye ke sath enjoy karain.😋😋😋
Similar Recipes
-
Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo Chawelon ki kheer, Soji ka halwa,and,Chocolate, new combo
#HappybirthdaycookpadAbb tak jab bhi kheer banai to eid par ya memanon ki dawet par ya ghar walon ki farmaesh par meray hubby ko meetha bht pasand hai to halwa bhi kabhi kabhi banati hon chocolate bhi pasand hai. cookpad ki birthday ke moqa par ye recipe ready ki cake to ma sha Alla sab bana letay hain. Naila Asif -
Chawlon ki kheer Chawlon ki kheer
#PAKISTANKAMEETHA ...pakistan ke meethon mein ek name kheer ka bhi hai jo hamaray ghar aksar eid ke din banti ya kisi ki dawat karny par banti ..abb to farmayesh par banti hai..kheer main hamaish nido doodh ki banati hon sada si bht achi banti hai.. Naila Asif -
Mix Vegetables...pakora Mix Vegetables...pakora
#SabziAalu piyaz ke pakoray to banty rehtay hain aaj mainy 1st tym band gobi and aalu gajer ke pakora banaye bht tasty banay aap bhi zaror try karain. tandor ki roti salad ya aisy hi chutney and ketchup sy bhi kaha saktay hain. Naila Asif -
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
-
Egg fried noodles Egg fried noodles
#CHINESEGo to my kitchen and find out CHICKEN WONTONChinese mjhe itna pasand hai ke hamare yeha surdi na hotey hove bhi mera menu incomplete hota Sadaf Abdul Karim -
Jhat pat mithi siwaiyain Jhat pat mithi siwaiyain
#6weekchallengebuhat hi simple recipe hai ye aur meri buhat hi favorite bhi .jab bhi late-night mitha khane ka mera Dill karta hai to ye banati hoon. Is recipe ko zaroor try karain. Haya Ali -
Masaura balls soup...#SoupSalad Masaura balls soup...#SoupSalad
Ye Nepal ki bahut purani recipe hai. Is ko bahut sare potatoes boil karke, saunf, methi dana, chamsur saag (jaise methi ka saag hota h y usi trh ka saag hota h), ko chota chota cut ker ke mash kiya jata h. Boiled potatoes ke sath mix ker ke ball banake dhup me sukhaya jata hai. Aaj ham isi dried ball ka soup banane ki recipe bata rahe hai. Ise Nepal me masaura soup kahte hai. Aneeta Rai -
Homemade donuts Homemade donuts
Method,Subse pehlay thanday paani main sugar dissolve kerain phir egg yolk daalker khoob beat kerain ki jhaag hojayePhir maiday main dry ingredients add kerke egg water or half cup oil se dough goondhlain or 15 min rise hone ke liye rakhdain iske 15 donuts banaingay dough ki ball banaker sprinkle flour huay dish main rakhtay jain oil lagaker upper phir ball ko thora press kerain ki chipta sa hojaye halka press kerna hai phir kisi bhi bottle ke dhakkan se donut ke centre ko cut kerain phir light flame main oil main fry kerlain mazedar donut ready. Hope u like it. Hafsa Xaqib -
Mozambique Special Salad Mozambique Special Salad
#happybirthdaycookpadAs i earlier said i love to eat salad.Khai bhi dawat pe jao phele humla salad per karti hoon😂. Shadi kar ke jab Mozambique ayi to vaha note kya ke ek salad har dawat pe zaror hoti hai so khayi or pir bana dali Sadaf Abdul Karim -
Matar ki Khasta Kachori Matar ki Khasta Kachori
#5pmsnacksA cruncy and delicious snack , perfect with evening tea Archana Bhargava
More Recipes
Comments (4)