Sooji ka Halwa

Nazia Qureshi @nazia_qureshi
Sooji ka halwa jhatpat meetha hy.ajj bhi khany ky baad bachon ny meethi cheez mangi tu jaldi sy bana lyea.app bhi enjoy krain
Sooji ka Halwa
Sooji ka halwa jhatpat meetha hy.ajj bhi khany ky baad bachon ny meethi cheez mangi tu jaldi sy bana lyea.app bhi enjoy krain
Cooking Instructions
- 1
Ghee main illachi add kar ky fry krain.sooji add kar ky bhonain till colour changes.
- 2
Zardy ka rang pani main mix krlain.sooji bhun jain tu pani add krdain
- 3
Sugar add krdain and medium flame py mix krty rahain.
- 4
Halwa thick hony lagy ga aur shine bhi ajygi.flame tez nahi hona chahy.low flame rakhain
- 5
Raisins(khishmish) add krdain. Badam pistay ki hawion sy garnish krain.mujhy halwa garampasand hy.app apni marzi sy nosh farmain.
Similar Recipes
-
Sooji ka Halwa Sooji ka Halwa
Making Halwa is usually a tough job but making sooji ka halwa is the easiest and the simplest.This halwa is usually famous for eating with halwa-puri in breakfast and is usually everyone’s favourite.#WINTERTREATS#TeamTreesSameen Fatima Altamash
-
-
Sooji ka halwa Sooji ka halwa
#murrahamspecialSooji ka halwa easy to cookDelicious and healthy meetha Kulsoom Bukhari -
Soji ka halwa Soji ka halwa
#happybirthdaycookpadYeh soji ke halwa bht hi asan hai. Bus jab dil karein just halwa khane ka yeha halwa puri nashta karne to bana leti ho yeh jhatpat Sadaf Abdul Karim -
Sooji ka halwa Sooji ka halwa
Sooji bhoon ky Thandi kar ky jaar mein rakhte hun sahri mein Thora SA halwa bana lia sab parathy sy kha lety hain Shaheen,s cooking -
Suji ka halwa Suji ka halwa
#joy.. sooji ka halwa sb ka man pasand hota hai hamare yaha khas kar feeding mother ko sooji ka doodh bana kar pilaya jata hai.. Maryam Hasan -
Shahi Sooji Ka Halwa Shahi Sooji Ka Halwa
#HappybirthdayCookpad #iamAmbassador #motivationalpost Pakistan me meetha bohat shauq se khaya jata hai . Specially lunch aur dinner ke baad meetha khana bohat se logon ki adat b hai.is ke liye wo apne gharon me nit nayee meeti dishes banate hain. Sooji ka halwa wo wahid meetha hai jo har season me banta hai is ke liye winter ya summer anay ka intezaar nahi kiya jata. Halwa puri ki jaan halwa he hai jab ke cholay ka salan b sath hota hai magar zada ehmiyat halway ko hasil hai. iski behtreen khushbu aur iska colour is ke naam ki tarha is dish par he jachta hai.shafi biyah ho ya koi b taqreeb log sooji ke halway se apne menu ki shan barhate hain.is ko banane ke bht se tareeqay hain kuch log iski katliyan banate hain kuch log thora dry rakhte hain kuch log iski kheer banatay hain.Mujhe personally ye thors geela pasand hai. Aaj me apke liye laai hun shahi sooji halwa jis ka taste bohat he alaw hota hai.ik bar zaroor try kiye ga meri recipe.thanks Hina Ibrahim -
Sooji ka halwa Sooji ka halwa
Bht hi sweet aur jaldi ban jata hai sooji ka halwa sb ka psnd❤️#Ambassador Aqsa mukhtiar -
-
Suji ka halwa Suji ka halwa
#Happybirthdaycookpad ye halwa meri beti ko bht pasand hai r wo srf bahir ka he khati thee per ab jab se maine different recipe se bnaya hai tab se wo ab bht shok se khati hai r sath sath mere husband bhi khatey hain mazay se Madiha Muzammil Khanani -
Soji ka halwa with puri Soji ka halwa with puri
#Pakistankameetha soji ka halwa akasar mayion or mehndi par nashtay ma serve kiaya jata hia puriyoo kay sath mahmanoo ko . Soji ka halwa pakistani traditional meetha hia jo takreban har thawar ma bhi banta hia . @Tehmina_Ameen -
Suji ka halwa Suji ka halwa
#joySuji ka halwa easy quick dessert hy aur different variation ky sath bnaya jskta hy.usually nuts are added in halwa but I added dessicated coconut to give a bit different flavour.tip ye hy ky suji jaldi burn hojati hy so carefully bhonain. Coconut basi ya old na ho otherwise flavour kharab hota hy. Kashaf Khan
More Recipes
https://cookpad.wasmer.app/us/recipes/12967166
Comments