Cooking Instructions
- 1
Beef ko lambi strips m cut kar lein or us m namak or pisi kali mirchy dal kar boil kar lein ke beef gal jye baki pani waste na krein
- 2
Shimla mirch or pyaz ko cube shape m cut kar lein pyaz ki layer khol lein or large cube alag kar lein
- 3
Pyaz ke choty cubes jo bachy heib unko oil m golden pink hony tak fry krein or phir adrak lehsan paste addkr dein or fry kar lein ab is m tomator ka paste dal dein or sath hi pisi lal mirch, haldi, namak, pisa dhaniya dal kar bhoony or beef ka bcha hua pani b add kar ke bhoonai kar lein or sath hi beef b add kar dein
- 4
Jab pani khushk hony lagy to tomato ketchup dal dein or bhoon lein
- 5
Phir alag pan m thora oil dal kar pyaz ko pink krein or shimla mirch b 2-3 mins fry kar ke beef m add ke dein
- 6
5 mins dm dein ke stove off kar dein
- 7
Mazedar beef jalfraizi ready hai
Similar Recipes
-
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
-
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
-
-
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
-
-
-
Mix Vegetables...pakora Mix Vegetables...pakora
#SabziAalu piyaz ke pakoray to banty rehtay hain aaj mainy 1st tym band gobi and aalu gajer ke pakora banaye bht tasty banay aap bhi zaror try karain. tandor ki roti salad ya aisy hi chutney and ketchup sy bhi kaha saktay hain. Naila Asif -
More Recipes
Comments (2)