Chapli Kabab

Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627

Chapli Kabab bachon ko bht pasand hain ayr bary eid par lazmy bantay hain blkay bar b q par chapli kabab bhi bnatay hain
#joy

Chapli Kabab

Chapli Kabab bachon ko bht pasand hain ayr bary eid par lazmy bantay hain blkay bar b q par chapli kabab bhi bnatay hain
#joy

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

40 mints
6 servings
  1. 1 kgqeema (beef)
  2. 2pyaz
  3. 3tamater
  4. 1 1/2 tbspkuty lal mirch
  5. 1 tbspnamak
  6. 5,6hary mirch
  7. 2 buncheslehsan
  8. 2 inchtukra adrak
  9. 1 tbspzeera
  10. 1 tbspdhania sabut
  11. 1 tbspanaar dana powder
  12. 1anda
  13. 2 tbspsafeed makai ka aata

Cooking Instructions

40 mints
  1. 1

    Qeemay ko dho kar khushk kar lain jab pani aachy trah nichor lain

  2. 2

    Pyaz adrak lehsan hary mirch chop kar lain aur qeemay mein mix karen

  3. 3

    Tamater bhi chop kar lain aur mix kar lain sath hi namak aur lal mirch dal dein anaardana powder dalen

  4. 4

    Zeera aur sabut dhania koot lain sab cheezen mix karen jab sab mix ho jay to anda dal dein aur qeemay ko aisay gondhen jaisay aata gondhtay hain
    Phir makai ka aata mix karen

  5. 5

    Qeemay kay kabab bana lain aur halky aanch par fry karen.

  6. 6

    Mazedar chapli kabab tayyar hain

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Naureen Khan Lodhi
Naureen Khan Lodhi @cook_24349627
on

Similar Recipes