Potato patties chana Chaat

Afshan Tabassum
Afshan Tabassum @cook_18391269

Ap ke iftar ke liye hazir hai ek bohot hi mazedar aur different recipe crunchy patties ke sath mazedar masala chana is Chaat ka Maza dobala kar deta hai ek bar is recipe ko zaror try krein

Potato patties chana Chaat

Ap ke iftar ke liye hazir hai ek bohot hi mazedar aur different recipe crunchy patties ke sath mazedar masala chana is Chaat ka Maza dobala kar deta hai ek bar is recipe ko zaror try krein

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

20 min
4 people
  1. For patties
  2. 1/2 kgboiled potatoes
  3. 1 tspsalt
  4. 1 tspchili flakes
  5. 2 tbspcoriander leaves
  6. 6 tbspCorn flour
  7. Oil for frying
  8. For chana
  9. 1.5 cupboiled chickpeas
  10. 1potato
  11. 1 tspsalt
  12. 1 tspturmeric powder
  13. 1/2 tspbaking soda
  14. 1/2 tspblack salt
  15. 1 tspred chili powder
  16. 1 tspcoriander powder
  17. 1 tspchat masala powder
  18. 1 tsproasted, crushed Cumin seed
  19. 3 tbspoil
  20. 1/2 tbspginger chopped
  21. 1/2 tspgreen chili chopped
  22. 1 tspcumin seeds
  23. 1/2 cupwater
  24. 1 tbsplemon juice
  25. For topping
  26. Imli ki khatti meethi Chutney
  27. Green chutney
  28. Lehsun Ki Chutney
  29. Chopped onions
  30. Green chili chopped
  31. Coriander leaves chopped
  32. Sev (nimko)

Cooking Instructions

20 min
  1. 1

    Aloo boiled kar ke mesh kar lein us main 1/2 tsp salt, 1/2 tsp chili flakes,thora hara dhanya add krein aur corn flour add kar ke patties bana lein

  2. 2

    Oil garam kar k patties fry krein patties ka size thora bara rakhein half done kar ke nekal lein

  3. 3

    Chanon ko wash kar ke overnight soack kar lein sath hi soda bhi dal dein

  4. 4

    Subha chanon ka Pani nekal kar ek bar phir wash krein fresh Pani dal dein

  5. 5

    Chanein boil krne rakhein sath hi is main ek aloo bhi add kar dein pinch of soda, 1/2 tsp haldi, 1/2 tsp salt dal kar khib ache sy cook kar lein change ache soft hone chahye

  6. 6

    Chane boil ho jain tu mesher thora mesh kar lein

  7. 7

    Ab pan main 3 tbsp oil garam kar ke zeera dalein ek min cook krein phir chopped ginger, green chili add kar k 1 min cook krein phir boiled chane add krein 1/2 cup Pani bhi add kar dein 5 min tak cook hone dein

  8. 8

    5 min ke bad salt 1/2 tsp, red chili powder, coriander powder, bhona kutta zeera, haldi, Chaat masala, kala namak add kar ke pakain 10 min cook hone dein thori gravy honi chahye chano main Yahan humare chane ready hain

  9. 9

    Ab Jo patties ha ok half done kar kar rakhe the UN ko kesi bhi spoon ki help sy press kar ke flat or dein aur ek phir in ko shelow fry krein ache sy crispy kar k serving dish main dal dein

  10. 10

    Ab patties k oper ready chane dalein chopped onions, green chili chopped, coriander leaves chopped dalein

  11. 11

    Imli ki khatti methi Chutney, lehsun Ki Chutney, hari chutney dalein thora chat masala dalein sevo (nimko) dalein aur garam garam serve krein

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Afshan Tabassum
Afshan Tabassum @cook_18391269
on

Similar Recipes