Karahi Noodles

#WOKCOOKING
Halki philki bhok main aksar bachay noodels banwatay hain.bachay to kya baray bhi pasand kartay hain noodels agar iss recipe sy banaye hon 😜😂😂 .
Karahi Noodles
#WOKCOOKING
Halki philki bhok main aksar bachay noodels banwatay hain.bachay to kya baray bhi pasand kartay hain noodels agar iss recipe sy banaye hon 😜😂😂 .
Steps
- 1
Sab sy pehlay noodels boil kar ke rakh lain.
- 2
Ab Anday achi tarha phaint ke rakh lo
- 3
Abb piyz slice main kat ke oil main thora pakayin brown nahi karna.
- 4
Phir piaz main tamater and hari mirch, lal pissi mirch, namak, zeera, 1, tbsp soya sous, dal ke masala bhon lain.
- 5
Masala bhonnay ke baad phaintay howay Anday iss main dal dain.and thora halki aanch par 2, 3 mint paka ke chamach sy mota mota torh ke masal mix kar lain.
- 6
Abb aalu qeema dal ke ya aap ke pass koi bhi dalan hai chicken ya vegetabels aap dal ke Anday main mix kar lain.
- 7
Noodels main noodels ka masala mix kar lain.
- 8
Abb noodels anday ka masala dal ke mix kar lain.and
- 9
Abb 5, mint halki aanch par noodels ko dam de dain.
- 10
Mazay daar noodels ready hain.
- 11
Serve bachay to bachay main and hubby bhi bht shoq sy khaty 😋😋😋
Similar Recipes
More Recipes
-

nunzdy
-

Mad Cook
-

Alka Bhandari
-

Protein Rich Moong Dal Waffle - Dahi Wada (Waffle - Dahi Wada - No Fry)
Bina Samir Telivala
-

Phil
-

Cluelesskitty
-

Chicken and Vegetables Creamy Pasta Salad
Amazing Foodies
-

Madhumita Bishnu
-

Layla (lulu)
-

J. Boo
-

The_Road_Less_Devoured
-

Mini Buns | One-Bite Dinner Roll
Spoonful Passion
-

PittbullMom2014
-

Teemscakes N More
-

Simmi Gupta -

Radhika Joshi
-

Bombay Style Masala Sandwich/Toast
Madhavi Rastogi
-

Kanika Manish Ahuja
-

Uzma Syed
-

Daisy
-

Radhika Joshi
-

Sally Strong
-

_pjs kitchen_
























Comments (6)