Pizza dough

Pizza dough say aap pizza pizza muffins aur calzon bana saktay hai.is kay elawa bhi kafy cheezen isy dough say banty hain .aap isay bana kar freeze bhi kar saktay hain jab zaroorat ho nikal kar istemal karen
#cpl
#chocolate

Steps
- 1
3/4 cup pani mein cheeni aur yeast mila kar rakh dein 10 mints kay lia
- 2
1 bowl mein 2 cup maida dalen aur 1/2 teasp namak dal kar mix karen
- 3
Yeast walay pani ko maiday mein milaen aur gondh lain zaroorat ho to thora pani aur add kar lain
- 4
2 ghantay kay lia rakh dein.2 ghantay bad dough ko dekhen to wo almost doubble ho chuky ho gy.ab isay dobara gondh lain.pizza dough ready hai
Similar Recipes
More Recipes
-

TIMMAILMAN -

Archana Agrawal
-

Mad Cook
-

Kulsoom Bukhari
-

Bina Anjaria
-

Kyle Koshman
-

Nana Aliyu
-

mary jane
-

Spinach and Cream Cheese Pinwheels
Crock Pot Girl 🤡
-

AJvegas
-

Margaret
-

Dr. Hemali N Mehta -

Zobia Sajjad
-

Naureen Khan Lodhi
-

Irum Zaidi Home Cooking
-

Mariam Azeem (Umme Sarim)
-

Aniza Naveed
-

Saira Abdullah
-

Zobia Sajjad
-

Naureen Khan Lodhi
-

Sanober Danish

Comments