Kunna gosht

Aik bht mazedar gosht jo mitti ki handi mein banta ha aur bht khoshboo dar banta ha
Kunna gosht
Aik bht mazedar gosht jo mitti ki handi mein banta ha aur bht khoshboo dar banta ha
Cooking Instructions
- 1
Mitti ki handi ko garam kar ke us mein ghee dal dane ab lehsan adrak aur sabit garam masala dal ke bhoon lane.5 mint baad pissi piyaz aur dahi dal ke bhoon lane.jab bhoon jaye to goshat bhoon lane ab lal mirch haldi dhania pissa aur kotA KALA ZEERA AUR 1TSP ADRAK KAT Ke BHOON LANE
- 2
Ap 6cup pani dal ke handi ko foil pepperse band kar ke 2 ghanta halki anch pe pAkyn.......... 2 ghante baad gosht gall jaye ga
- 3
Phr is mein 2 tbsp aatA pani mein ghol ke dal dane chmcha chalte rahne.sath hi 1tsp pissa gAram masala 1 tsp kala zeerA kota hoa aur adrak adha tsp kat ke dal ke halki anch pe mazeed adha ghanta paka lane.sorba ap kam ziyada rakh sakte hAn..... upar se hari mirch hara dhnia adrak dal ke garam nan se enjoye krne
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
#soupsalad #soupsalad
Lauki bahut healthy hoti hai magar bache lauki pasand nahi karte hai.to ham soup banake khilate hai aur unhe pata vi nahi chalta ki unki pasandida soup lauki ki hai 😁.aur ha lauki apni garden ki hai. Aneeta Rai -
-
Orange chicken tikka paratha roll Orange chicken tikka paratha roll
#TawacookingYa recipe bohat achi banti ha .or Mary ghr may sab ko pasand ha. Ya bazer say bi acha banta ha . Hina Gul -
Mango Chutney Mango Chutney
Ammi ki sab sa zyada yummmm aur famous Chutney #kokabncookpad #Mangotango Aneela Malik -
-
-
-
-
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif
More Recipes
Comments