Beef shami kabab

#motivationalpost
#ambassador
Shami kabab bnanay main bht puraini yadain juri hain .ye unn dinon ki bat hai jab mujhay cooking karny ka bht shoq hota tha
Mera abbu ki family hamaray ghar 3,4 din ke liye rehnay I. Main tab10, 11,sall ki thi. Do din ammi ny koob khatir twazay ki tesray din abbu ke dost ki wife and unn ki beti jo mujh sy bht bari thi jawan thi keny lagi aaj hum shami kabab banayin gy. Jis Recipe sy unhon ny shami kabab banaye aaj take main ussi Recipe sy bnati hon kabhi thora change karti hon unn aunty and unn ki beti ki shaklain to mujhay yaad nahi par shami kabab aaj take yaad hain 😜😊😋

Steps
- 1
Sab sy pehlay gosht main chany ki daal..hara dhaniya,pissa garam masala, piyaz chor kar saray ingredients gosht main dal dain.
- 2
Agar imli nahi hai to 1, tamater gosht main dal dena and halki aanch par paknay rakh dain.
- 3
Jab gosht dal sab gal jaye to uss main sy laal sabut mirch and green chilli, and adrak lehsan nikal lain.
- 4
Laal sabut mirch and green chilli kondi danday sy achi tarha koot lain and adrak lehsa alag koot lain.
- 5
Aur gosht and chany ki dal thora thora kar ke kondi main koot lain kondi main kotta howa zaiqa alag hota hai..gosht koot ke iss main hara dhaniya, pissa garam masala, and piyaz chop kar ke achi tarha mix kar lain.
- 6
Gosht Achi tarha mix karny ke baad kisi bhi shape main tikkiya bana ke kuch fry kar lain baqi freeze lar lain.
- 7
Abb andayko achi tarha phaint ke kabab andy main dip ka ke fry kar lain.shami kabab ready hain.
- 8
SERVE..main aksar shami kabab ke sath matter chawal banati hon and raita and salad 🥗 😋 waisy tandoor ki rooti and raitay sy bhi shami kabab ke maza utha saktay hain 😊👍
- 9
Similar Recipes
More Recipes
-

🥕✨ Creamy Carrot, Green Chilli & Basil Soup 🌿
Gurpal kaur Ubhi's {Heavenly Jewel Kitchen}
-

Kuttu Atta Phirni (Buckwheat Flour Pudding)
Bethica Das
-

Deepti Johri
-

Nutan Shah
-

Santy Coy
-

Shaik Hajira
-

Vada Heroux
-

Elanor
-

Lauren
-

Jack the ripperInspired by Disney world jack the ripper Halloween 2020 drinks
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Buffalo chicken and fries(pizza box 1)
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

TizzleMySkittles
-

Sumreen Farooq
-

Eliza Beth
-

ummu ajmal pastries
-

Mahnoor Malik
-

Pistachio cheesecake (pistáciový cheesecake)
Simi and Milo
-

Manisha's Desi kitchen
-

Mamoni Banerjee
-

Kiran Shahzadi
-

Pradnya Khadpekar
-

Naila Asif

Comments (8)