Pinapple flavor cake
मैने ये केक अपने 1.5साल के बेटे के हिसाब से बनाया है, इसलिए क्रीम के बिना बनाया है। आप अपनी पसंद के हिसाब से पाइनेप्पल क्रीम से आइसिंग करे,या सादा ही रखे। बहुत साफ्ट और स्पंजी एवं स्वादिष्ट केक है।
Pinapple flavor cake
मैने ये केक अपने 1.5साल के बेटे के हिसाब से बनाया है, इसलिए क्रीम के बिना बनाया है। आप अपनी पसंद के हिसाब से पाइनेप्पल क्रीम से आइसिंग करे,या सादा ही रखे। बहुत साफ्ट और स्पंजी एवं स्वादिष्ट केक है।
Steps
- 1
Ek bowl me oil aur sugar ko dalkar achche se mix karke kareeb 5-6min hand whisker ki help se whisk karein
- 2
Ab mix me curd aur pinapple essence dalkar achche se mix karein jab tak mix achche se mix hokar gadha aur fluffy ho jaye (almost 2-3min me ho jayega)
- 3
Ab mix me dry ingredients chankar add karein aur spatula ki help se cut and fold method se mix karein.ab thoda thoda karke milk add karein aur cut and fold karke batter ready karein.
- 4
Cake tin ko grease karke usme parchment paper set karein aur batter dalkar teen char baar tap karein.
- 5
Preheated oven me 180 degree me 25min bake karein aur check karein.agarcake sahi se bake na hua ho to jarurat ke hisab se thoda aur bake karein.
- 6
Thanda hone par apni pasand ke hisab se icing karein ya sada hi enjoy karein.
- 7
Notes- (1)agar battar jyada gadha ho to jarurat ke hisab se 2-3tspoon milk aur add karein. Batter jyada gadha ya jyada patla na bnaaye (2)cake mix me koi bhi lumps nahi hona chahiye lekin mix ko overbeat bhi na karein. (3)cake sahi se bake hua ya nahi ye check karne ke liye toothpick ya knife cake ke beech dalkar check karein, agar toothpick clean aaye to cake ready hai cake ko kabhi bhi overbake na karein.
Similar Recipes
More Recipes
-

Charli doodles
-

Sienna McCarthy
-

🌶️ Sweet with the Spice Wings 🍗
Sienna McCarthy
-

Sienna McCarthy
-

Sienna McCarthy
-

Sienna McCarthy
-

Bakery Style Vanilla Pastry Beginner Friendly Recipe
Rumana Irfan
-

Ashley Smith
-

Sudha Agrawal
-

Mallika Ramshatriya
-

Boca de Fogo
-

Bochere Elvin
-

Angela Mertoyono
-

Ne0nguy
-

Angela Mertoyono
-

Lindo the foodie
-

Kelly's Kitchen
-

virginia
-

Leftover lobiya and oats kabab
Santosh Bangar
-

Anita Rajai Aahara
-

Maryam Dandawaki's Kitchen (Ummu Sabeer)
-

Sharayu Tadkal Yawalkar
-

Hiroko Liston
-

Saumyadipta Moharana -

harmohan sahoo



Comments