Chicken biryani, raita aur salad

Umbreen Musa
Umbreen Musa @umbreencooks

#luxurymeal
Jaisa kay me nay btaya kay mairi koshish hoti hay kay me lunch aur dinner main balanced diet serve krun. Isleay tmaam food groups ko samnay rukhti hun. Khanay main salad zrur rukhti hun kyun kay vitamins aur minerals vegetables say hi miltay hain. Protein kay leay daal, chicken, meat ya beef aur carbohydrates kay leay aata, maida aur rice. Istra maira meal healthy bhi hota hay aur luxurious bhi.
Cost of raita = 20 rs
Cost of salad = 40 rs
Cost of biyani :
Chicken = 100
Masalay = 80
Rice = 45

Total cost = 285 rs

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1 hour
2 servings
  1. Biryani :
  2. 1/4part of chicken
  3. 2onions
  4. 1/2 cupoil
  5. 1tomato
  6. 2 tspsalt
  7. 1/2 cupdahi
  8. 2 Tbsbiryani masala
  9. 2potatoes
  10. 1 cupwater
  11. 5hari mirch
  12. 1 glassrice
  13. Raita :
  14. 250 gramsdahi
  15. Pinchsalt
  16. Pinchblack pepper
  17. 1/2 tspzeera
  18. Salad:
  19. 1kheera
  20. 1shimla mirch
  21. 1carrot
  22. 1/2 cupice berg
  23. 1/2 cupred cabbage
  24. 1onion

Cooking Instructions

1 hour
  1. 1

    Onion ko oil main brown kar lain aur chicken, aalu aur tomato daal kar bhon lain. Pani daal kar chicken aur aalu ko puknay dain.

  2. 2

    Ab biryani masala aur dahi daal kar bhoon lain. Hari mirch 4,5 daal dain.

  3. 3

    Rice main salt add kar kay boil kar lain aur strain kar lain.

  4. 4

    Ab daighchi main layers laga dain. Boiled rice aur chicken gravy ki. 15 ka dum day dain.

  5. 5

    Ab raita kay leay aik pao dahi main zeera salt aur kali mirch daal kar mix kar lain.

  6. 6

    Salad kay leay vegetables ko achi tra dho kar kaat lain. Salad hamesha thunda kar kay serve krna chaheay.

  7. 7

    Raitay

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Umbreen Musa
Umbreen Musa @umbreencooks
on

Similar Recipes