Ingredients

6to 8 servings
  1. 1 1/2 kgMutton
  2. 1 kgRice
  3. 1/2 kgYogurt
  4. 3 tbspGinger garlic paste
  5. to tasteSalt
  6. 6Green chilies
  7. 4Tez patta
  8. 6Long
  9. 10Kali mirch
  10. 1 tspKala zera
  11. 2Bari elachi
  12. 6Safeed elachi
  13. 3Darcheni
  14. 1/2 tspJaifal
  15. 1/2 tspJawetri
  16. 2 tbspSonf
  17. 2 tbspSabit dhanya
  18. 1 bunchGarlic
  19. 3Onion
  20. 1 cupOil
  21. 1 tbspKewra water
  22. 1 tspZarde ka rang

Cooking Instructions

  1. 1

    Mutton main ek piyaz, lehsan ki 1 pothi tezpatta 2 sonf 2 tbsp sabit dhanya 2 tbsp salt 1 tbsp aur etna pani dal dein ke gosht gal jaye aur yakhni bach jaye slow flame par yakhni ready kar lein

  2. 2

    Rice 1/2 hour ke liye bhigo dein

  3. 3

    Ab oil garam krein us main 2 piyaz dalein aur sabit garam masala bhi add kar dein aur piyaz ko golden brown kar lein

  4. 4

    Ab yakhni main sy gosht nikal kar add kar dein aur 5 min bhon lein

  5. 5

    Phir ginger garlic paste add kar ke bhon lein aub dahi add krein aur 5 min mazeed bhon lein jaifal jawetri dal dein aur hari mirch bhi add kar dein sath hi bhige hoe chawal add krein aur yakhni chan kar add kar dein

  6. 6

    Aur hasbe zarorat salt add kar ke chawal paka lein jab dam par ane lagein

  7. 7

    Dam par lagate waqt kewra water aur zarde ka rang pani main ghol kar add kar dein dam a jaye tu flem off kar dein raite aur salad ke sath maze krein

Reactions

Edit recipe
See report
Share

Written by

Afshan Tabassum
Afshan Tabassum @cook_18391269
on

Similar Recipes